Dam Dam Dafli Bajaun Lyrics, Singer & Song Details

Mere Sajana Saath Nibhana 1992 album cover

Mere Sajana Saath Nibhana 1992 Album Details

Rajesh Vakil
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Mithun Chakraborty, Juhi Chawla, Shantipriya, Prem Chopra

album songs
Dam Dam Dafli Bajaun
Singer : Udit Narayan

Dam Dam Dafli Bajaun Lyrics

Song Title = Dam Dam Dafli Bajaoon
Movie/Album = Mere Sajana Saath Nibhana (1992)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav,
Milind Shrivastav
Director = Rajesh Vakil
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

(( Dam dam dafli bajau
Dam dam dafli bajau
Main geet khushi ke gau
Dam dam dafli bajau
Main geet khushi ke gau
Saat suro ke jadu se
Saat suro ke jadu se
Aap ka dil bahelau
Dam dam dafli bajau
Main geet khushi ke gau
Sat suro ke jadu se
Sat suro ke jadu se
Aap ka dil bahelau
Dam dam dafli bajau

Sapno ko palko ke
Ghar mein basa lo
Man mein umido wali
Shama jala lo
Sapno ko palko ke
Ghar mein basa lo
Man mein umido wali
Shama jala lo
Kabhi yaha dhup rahe
Kabhi rahe chaya
Rab ne to kato mein bhi
Phulo ko khilaya
Aasu mein hasi dikhlau
Gham se na kabhi ghabrau
Aasu mein hasi dikhlau
Gham se na kabhi ghabrau
Saat suro ke jadu se
Saat suro ke jadu se
Aap ka dil bahelau
Dam dam dafli bajau

Sanso pe aashao ki
Sargam galo
Ghadi do ghadi hai
Jiwan has ke bitalo
Sanso pe aashao ki
Sargam galo
Ghadi do ghadi hai
Jiwan has ke bitalo
Kaise nahi badlengi
Hatho ki lakire
Jagegi na kaise
Bhala soyi takdiye
Ambar ko dharti pe lau
Main swarg yahi pe banau
Ambar ko dharti pe lau
Main swarg yahi pe banau
Saat suro ke jadu se
Saat suro ke jadu se
Aap ka dil bahelau
Dam dam dafli bajau
Main geet khushi ke gau
Saat suro ke jadu se
Saat suro ke jadu se
Aap ka dil bahelau
Dam dam dafli bajau
Main geet khushi ke gau
Saat suro ke jadu se
Saat suro ke jadu se
Aap ka dil bahelau
Dam dam dafli bajau...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dam Dam Dafli Bajaun

Dam Dam Dafli Bajaun is a song from Mere Sajana Saath Nibhana 1992. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Mere Sajana Saath Nibhana 1992 album song list for more songs and album details.