Dali Ghulab Ki Lyrics, Singer & Song Details

Kalpana 1960 album cover

Kalpana 1960 Album Details

R K Rakhan
Omkar Prasad Nayyar
Qamar Jalalabadi
Iftekhar, Achala Sachdev, Sunder

album songs
Dali Ghulab Ki
Singer : Asha Bhosle

Dali Ghulab Ki Lyrics

Song Title = Dali Gulab Ki
Movie/album = Kalpana (1960)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Composer = Omkar Prasad Nayyar
Director = R.K. Rakhan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki

Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Pachhtaaoge, pachhtaaoge
Nazar kisi lagke pe daal ke
Pachhtaaoge
Nazar kisi lagke pe daal ke
Mehfil nahin hai ye kisi bigde nawaab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki

Jo aapki samajh mein na aaye
Wo raag hoon
Jo aapki samajh mein na aaye
Wo raag hoon
Bijli hoon naachti hoon
Ik shola hoon aag hoon
Bijli hoon naachti hoon
Ik shola hoon aag hoon
Hamse ulajh ke apni hi matti karaab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dali Ghulab Ki

Dali Ghulab Ki is a song from Kalpana 1960. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Kalpana 1960 album song list for more songs and album details.