Daftar Ko Der Ho Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Haisiyat 1984 album cover

Haisiyat 1984 Album Details

Narayana Rao Dasari
Bappi Lahiri
Indeevar
Jeetendra, Jaya Prada, Pran

album songs
Daftar Ko Der Ho Gayi
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Daftar Ko Der Ho Gayi Lyrics

Song Title = Daftar Ko Der Ho Gayi
Movie/album = Haisiyat (1984)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Narayana Rao Dasari
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Daftar ko der ho gayi
Mujhe jaldi se coffee peelana
Daftar ko der ho gayi
Mujhe jaldi se coffee peelana
Biwi hoon main baawarchi nahi
Mujhe aata nahi coffee bana na
Daftar ko der ho gayi
Mujhe jaldi se coffee peelana

Aji daftar na jaao toh achha
Khushi ghar mein manaao toh achha
Hai daftar mein rakshash ki raani
Kha jaayegi jo mujhe kachcha
Rakshash ki raani ko manalungi
Tum ko chhutti dila dungi
Tum aaj daftar na jaana
Daftar ko der ho gayi
Mujhe jaldi se coffee peelana
Biwi hoon main baawarchi nahi
Mujhe aata nahi coffee bana na
Daftar ko der ho gayi
Mujhe jaldi se coffee peelana

Achha chalo hum shikhate hai
Coffee bana na
Aadha dudh aur aadha paani
Pehle garam karo meri raani
Na sharam karo meri jaani
Tum dono ko aise ubaalo
Phir thodi si coffee mila lo
Aur chamachcha se aise hilaao
Bani kaisi tum peeke bataao

Chhi chhi chhi yeh koi coffee hai
Sakkar toh hai hi nahi
Pyaar hai apna sakkar se meetha
Sakkar na is mein milana
Daftar ko der ho gayi
Are daftar ko der ho gayi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Daftar Ko Der Ho Gayi

Daftar Ko Der Ho Gayi is a song from Haisiyat 1984. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Haisiyat 1984 album song list for more songs and album details.