Dadaji Ki Chhadi Hoon Main Lyrics, Singer & Song Details

Udhar Ki Zindagi 1994 album cover

Udhar Ki Zindagi 1994 Album Details

K. V. Raju
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Jeetendra, Moushumi Chatterjee, Kajol

album songs
Dadaji Ki Chhadi Hoon Main
Singer : Poornima

Dadaji Ki Chhadi Hoon Main Lyrics

Song Title = Dadaji Ki Chhadi Hoon Main
Movie/Album = Udhar Ki Zindagi (1994)
Singers = Poornima
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = K.V. Raju

Mp3 Song Lyrics

((Dadaji ki chhadi hoon main
Aage pichhe khadi hoon main
Dadaji ki chhadi hoon main
Aage pichhe khadi hoon main
Main na janu baat hai kya
Lagte hai khafa khafa
Main na janu baat hai kya
Lagte hai khafa khafa
Kab se pichhe padi hoon main
Dadaji ki chhadi hoon main
Aage pichhe khadi hoon main

Chhadi chhadi se jude agar
Ban jaye sapno ka ghar
Chhadi chhadi se jude agar
Ban jaye sapno ka ghar

Chhadi akal se kaam le
Gire koi to thaam le
Chhadi akal se kaam le
Gire koi to thaam le
Bachi nahi hu, badi hu main
Haan badi hu main, haye
Dadaji ki chhadi hoon main
Aage pichhe khadi hoon main
Sola satra saal ki
Chhadi hai badi kamal ki
Pass agar koi dushman aaye
Chadi mar ke usse bhagaye

Umar to ek din dhal jati
Chadi budhape ki saathi
Umar to ek din dhal jati
Chhadi budhape ki saathi
Chhadi kahi jo toot gai
Samjho kismat ruth gai
Chhadi kahi jo toot gai
Samjho kismat ruth gai
Do saaso ki kadi hu mein
Hmm kadi hu main

Dadaji ki chhadi hoon main
Aage pichhe khadi hoon main
Dadaji ki chhadi hoon main
Aage pichhe khadi hoon main
Main na janu baat hai kya
Lagte hai khafa khafa
Main na janu baat hai kya
Lagte hai khafa khafa
Kab se pichhe padi hu main
Dadaji ki chhadi hoon main
Aage pichhe khadi hoon main))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dadaji Ki Chhadi Hoon Main

Dadaji Ki Chhadi Hoon Main is a song from Udhar Ki Zindagi 1994. It is sung by Poornima. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Udhar Ki Zindagi 1994 album song list for more songs and album details.