Daayein Baayein Chahat Chaaye Lyrics, Singer & Song Details

Guzaarish 2010 album cover

Guzaarish 2010 Album Details

Sanjay Leela Bhansali
Sanjay Leela Bhansali
A. M. Turaz
Hrithik Roshan, Aishwarya Rai, Aditya Roy Kapur

album songs
Daayein Baayein Chahat Chaaye
Singer : Krishnakumar Kunnath

Daayein Baayein Chahat Chaaye Lyrics

Song Title = Daayein Baayein Chahat Chaaye
Movie/Album = Guzaarish (2010)
Singers = Krishnakumar Kunnath (K.K)
Song Lyricists = A.M. Turaz
Music Composer = Sanjay Leela Bhansali
Director = Sanjay Leela Bhansali

Mp3 Song Lyrics

((Daayein baayein chahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke, kisne chaahat yeh barsaayi
Ho kisne chaahat yeh barsaayi
Neela ambar sarka jaise, sar se
Phir se, taare toote girke
Daayein baayein chaahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke

Mausam ka ehsaan hai
Tu mera mehmaan hai
Khidmat mein bolo jaan rakh doon
Hoo khidmat mein bolo jaan rakh doon
Tumse milke jiya aise, jaise
Phir se, jee utha hoon marrke
Daayein baayein chaahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Daayein Baayein Chahat Chaaye

Daayein Baayein Chahat Chaaye is a song from Guzaarish 2010. It is sung by Krishnakumar Kunnath. Lyrics are credited to A. M. Turaz. Music information: Sanjay Leela Bhansali. Read the lyrics above and view the Guzaarish 2010 album song list for more songs and album details.