Daata Sun Le Remix Lyrics, Singer & Song Details

Jail 2009 album cover

Jail 2009 Album Details

Madhur Bhandarkar
Toshi Sabri
Sharib Turaz
Manoj Bajpayee, Neil Nitin Mukesh, Atul Kulkarni

album songs
Daata Sun Le Remix
Singer : Lata Mangeshkar

Daata Sun Le Remix Lyrics

Song Title = Daata Sun Le Remix
Movie/Album = Jail (2009)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sharib Turaz
Music Composer = Toshi Sabri
Director = Madhur Bhandarkar
Music Label = T-series

Mp3 Song Lyrics

((Daata sun le
Maula sun le
Daata sun le
Maula sun le

Raahon se meri
Kaante chun le
Dar pe khade hai
Sar ko jhukaaye
Itani si araje humaari

Daata sun le
Maula sun le
Daata sun le
Maula sun le
Daata sun le

Raat toh kaali hai
Din bhi andhera hai

Raat toh kaali hai
Din bhi andhera hai
Apni palakon ki
Tu chav mein rakhna
Jeevan ki dori ko
Tu thamke rakhna
Haathon mein tere hi
Hai duniya hamari

Daata sun le
Maula sun le
Daata sun le
Maula sun le
Daata sun le

Galatiyaan jo hum ne ki
Woh maaf kar dena
Mann mein sachchaayi ka
Vishwaas bhar dena
Raatein guzarti hai
Aankhon hi aankhon mein
Kuch phool dhundtein hai
Kaanto se bhari shakhon mein
Saanson ki dharati pe
Hamari paap ka parbat bhaari

Daata sun le
Maula sun le
Daata sun le
Maula sun le
Daata sun le
Maula sun le

Maulaaa.sun le.
Daataaaaa hhaa.. sun le
Maulaaa sun le..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Daata Sun Le Remix

Daata Sun Le Remix is a song from Jail 2009. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sharib Turaz. Music information: Toshi Sabri. Read the lyrics above and view the Jail 2009 album song list for more songs and album details.