Daal Roti Khaao Prabhu Ke Lyrics, Singer & Song Details

Jwar Bhata 1973 album cover

Jwar Bhata 1973 Album Details

Adurthi Subba Rao
Laxmikant , Pyarelal
Rajendra Krishan
Saira Banu, Dharmendra, Sujit Kumar

album songs
Daal Roti Khaao Prabhu Ke
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Daal Roti Khaao Prabhu Ke Lyrics

Song Title = Daal Roti Khaao Prabhu Ke
Movie/album = Jwar Bhata (1973)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Adurthi Subba Rao

Mp3 Song Lyrics

((Ye samajho aur samajhao
Thodi mein mauj manao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Aji lalach mein na aao na dil ka chain gavao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao

Ye samajho aur samajhao
Thodi me mauj manao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao

Tan pe lagoti pet mein roti
Sone ko ek khatiya
Sone ko ek khatiya

Tan pe lagoti pet mein roti
Sone ko ek khatiya
Sone ko ek khatiya
Matlab to hai nind se chahe
Badhiya ho ya ghatiya
Badhiya ho ya ghatiya

Radhe-shyam, sita-ram
Radhe-shyam, sita-ram

Nafarat ko dur hatao aur
Sabako gale lagao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao

Chandi ki thali vale ko kya
Bhukh lage hai zyada
Kya bhukh lage hai zyada
Chandi ki thali vale ko kya
Bhukh lage hai zyada
Kya bhukh lage hai zyada
Kyo na kha le phir apas me
Bant ke adha-adha
Bant ke adha-adha

Radhe-shyam, sita-ram
Radhe-shyam, sita-ram
Bhukhe ki bhukh mittao
Duniya me naam kamao...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Daal Roti Khaao Prabhu Ke

Daal Roti Khaao Prabhu Ke is a song from Jwar Bhata 1973. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Jwar Bhata 1973 album song list for more songs and album details.