Chunri Dhar Ke Kinare Gori Lyrics, Singer & Song Details

Garam Masala 1972 album cover

Garam Masala 1972 Album Details

Aspi Irani
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Aruna Irani, Mehmood, Jeevan

album songs
Chunri Dhar Ke Kinare Gori
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Chunri Dhar Ke Kinare Gori Lyrics

Song Title = Chunri Dhar Ke Kinare Gori
Movie/album = Garam Masala (1972)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rahul Dev Burman

Mp3 Song Lyrics

((Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye
Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye
O nadiya nahaye
Sasuri nadiya nahaye
O nadiya nahaye
Mora jiya lalchaye
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye

Bhige tera badan hasina
Aaye mujhko idhar pasina
O ek baat kah du jani mai
Kaho kaho na
Dhub maro thande pani me
Kya hai gori
Nazar balati lo bhi lo bhi
Kahe kahe kiye jaye
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye

Aajati hogi sakhiya
Kar degi teri durgatiya
Bhag ja bhag ja bhag ja
Dhar dhar ab to mach gayi dhum me
Kahe rey kahe
Machhali mandhak tujhko chume
Arey jalta hai mova
Haye tere roop se
Pani me bhi aag lag jaye
Tere roop se
Pani me bhi aag lag jaye
Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye

Chhoado chunar lo ye dhoti
Rah lunga mai bandh langoti
Arey bandh langoti lagega tu
Kaisa kaisa bandar jaise
Ban gaye sadhu
Dadhi kaha hai
Teri nachati julafe bana dugi
Dadhi mai bana
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye
Sharam na aaye sasur ko
Sharam na aaye
Sharam na aaye sasur ko
Sharam na aaye
Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye
Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chunri Dhar Ke Kinare Gori

Chunri Dhar Ke Kinare Gori is a song from Garam Masala 1972. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Garam Masala 1972 album song list for more songs and album details.