Chudiya Bajau Ke Bajau Kagana Lyrics, Singer & Song Details

Muqadar 1996 album cover

Muqadar 1996 Album Details

T L V Prasad
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Mithun Chakraborty, Ayesha Jhulka, Simran, Moushumi Chatterjee, Hemant Birje, Pu

album songs
Chudiya Bajau Ke Bajau Kagana
Singer : Abhijeet, Poonam

Chudiya Bajau Ke Bajau Kagana Lyrics

Song Title = Chudiya Bajau Ke Bajau Kagana
Movie/Album = Muqaddar (1996)
Singers = Abhijeet Bhattacharya, Poornima
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = T. L. V. Prasad

Mp3 Song Lyrics

((Chudiya bajau ke bajau kagana
Bol tujhe kaise main jagau sajna
Chudiya bajau ke bajau kagana
Bol tujhe kaise main jagau sajna
Ang ang behke tan mera mehke
Mann mera behke
Kaise ye jalan main bujau sajna
Kaise ye jalan main bujau sajna
Chudiya bajau ke bajau kagana
Bol tujhe kaise main jagau sajna
Ang ang behke tan mera mehke
Mann mera behke
Kaise ye jalan main bujau sajna
Kaise ye jalan main bujau sajna
Chudiya bajau ke bajau kagana
Are bol tujhe kaise main jagau sajna

Ronak hai milne ki phoolo ke khilne ki
Ab kaisi doori hai kahe ki majaburi hai
Khol aankhe dekh sajan mere joban ko
Chunari jarasi jalkau sajna
Bol tujhe kaise main jagau sajna
Ang ang behke tan mera mehke
Mann mera behke
Kaise ye jalan main bujau sajna
Kaise ye jalan main bujau sajna
Chudiya bajau ke bajau kagana
Bol tujhe kaise main jagau sajna

Yu na ja ha sharma ke ha
Sholo ko bhadka ke
Pyaari si ha pappi le ha
Aise na jappi le chain aaye
Jane jana meri dhadkan ko
Kundi darwaje ki lagau sajna
Kundi darwaje ki lagau sajna
Ang ang behke tan mera mehke
Mann mera behke
Kaise ye jalan main bujau sajna
Kaise ye jalan main bujau sajna
Chudiya bajau ke bajau kagana
Bol tujhe kaise main jagau sajna
Ang ang behke tan mera mehke
Mann mera behke
Kaise ye jalan main bujau sajna
Kaise ye jalan main bujau sajna
Kaise ye jalan main bujau sajna.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chudiya Bajau Ke Bajau Kagana

Chudiya Bajau Ke Bajau Kagana is a song from Muqadar 1996. It is sung by Abhijeet, Poonam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Muqadar 1996 album song list for more songs and album details.