Chubhte Hain Phool Ha Lyrics, Singer & Song Details

Yugandhar 1993 album cover

Yugandhar 1993 Album Details

N. Chandra
Laxmikant, Pyarelal
Javed Akhtar
Mithun Chakraborty, Sangeeta Bijlani, Kabir Bedi, Gulshan Grover

album songs
Chubhte Hain Phool Ha
Singer : Alka Yagnik, Vinod Rathod

Chubhte Hain Phool Ha Lyrics

Song Title = Chubhte Hain Phool
Movie/album = Yugandhar (1993)
Singers = Alka Yagnik, Vinod Rathod
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = N. Chandra

Mp3 Song Lyrics

((Chubhte hain phool ha
Chubhte hain phool mujhe
Kante ban ke tu lag ja gale
Dil ka chain ban ke
Chubhte hain phool mujhe
Kante ban ke tu lag ja gale
Dil ka chain ban ke
Amar ho jaaye mere din yovan ke
Dasti hai thandi pavan nagin ban ke
Tu lag ja gale se mere jaan ban ke
Dasti hai thandi pavan nagin ban ke
Tu lag ja gale se mere jaan ban ke
Amar ho jaaye mere din yovan ke
Chubhte hain phool mujhe
Kante ban ke
Tu lag ja gale dil ka chain ban ke

Dhak dhak dhak dil kare
Thandi aahe bhare
Sambhle na dil ab sabhale
Ang ang tute mera
Ang ang tute mera
Dil mange sath tera
Ang se apne laga le
Mujhko khil jaane de phool ban ke
Tu lag ja gale dil ka chain ban ke
Chubhte hain phool mujhe
Kante ban ke
Tu lag ja gale dil ka chain ban ke

Aas paas aage mere
Haule haule dhire dhire
Aas paas aage mere
Haule haule dhire dhire
Khud ko tu mujh mein sama de
Masti bhari aankhon se
He masti bhari aankhon se
Garm garm sanso se
Dil mein tu shole dehka de
Dipak bujha ke jala dipak mann ke
Tu lag ja gale se mere jaan ban ke
Dasti hai thandi pavan nagin ban ke
Tu lag ja gale se mere jaan ban ke

Ishq hai chahat hai
Pyar hai mohabbat hai
Ishq hai chahat hai
Pyar hai mohabbat hai
Naam jiska hai zindagani
Pyar kare karte rahe
Saath jiye saath mare
Khatam na ho yeh kahani
Deewane hum hai sanam
Iss bandhan ke
Tu lag ja gale dil ka chain ban ke
Dasti hai thandi pavan nagin ban ke
Tu lag ja gale dil ka chain ban ke
Amar ho jaaye mere din yovan ke
Amar ho jaaye mere din yovan ke.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chubhte Hain Phool Ha

Chubhte Hain Phool Ha is a song from Yugandhar 1993. It is sung by Alka Yagnik, Vinod Rathod. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Yugandhar 1993 album song list for more songs and album details.