Chouke Se Mara Lyrics, Singer & Song Details

Zakhmee Zameen 1990 album cover

Zakhmee Zameen 1990 Album Details

Mahendra Shah
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Ishrat Ali, Mona Ambegaonkar, Chandrashekhar

album songs
Chouke Se Mara
Singer : Amit Kumar, Sarika Kapoor

Chouke Se Mara Lyrics

Song Title = Chouke Se Mara
Movie/Album = Zakhmee Zameen (1990)
Singer =Amit Kumar, Sarika Kapoor
Music Director(s) = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Chauke se mara ha belan se mara
Chauke se mara ha belan se mara
Chimte se mara ha bartan se mara
Mujhe gharwali ne mara ha mara
Mujhe gharwali ne mara
Mujhe gharwali ne mara ha mara
Mujhe gharwali ne mara

Surat se lagti hai bholi bhali
Hath lagao to deti hai gali
Ho gali ho gali ho gali gali gali
Pyar se manga maine shrimati se chuma
Gusse me lal huyi mere munne ki amma
Gusse me usne tava uchhala
Tave se ho gaya muh mera kala
Mai gusse wali ke gusse se hara
Mujhe gharwali ne mara ha mara
Mujhe gharwali ne mara
Hey mujhe gharwali ne mara ha mara
Mujhe gharwali ne mara

Mai sabki aankho ka tara tha yaro
Achha bhala mai kawara tha yaro
Ho yaro ho yaro ho yaro yaro yaro
Kahna mano mera kabhi na shadi karo
Chain se jiyo pyare yu na bemot maro
Mai jo kahu o sej saza de
Vo aake mera bend baza de
Mujhko dikhaye woh din me sitara
Mujhe gharwali ne mara ha mara
Mujhe gharwali ne mara
Ho mujhe gharwali ne mara mara
Mujhe gharwali ne mara

Kaise batau mai goan walo
Mujhko batane me aaye sharam
Kaise batau mai goan walo
Mujhko batane me aaye sharam
Aise me aake mujhko sataye
Samjhe na majburi besharam
Mere anadi saiya ke jaise
Hote hai kya sabke mard aise
Hote hai kya sabke mard aise
O chhodo chalo rani mafi bhi de do
Ab na karenge jhagda kabhi hum
Meri kasam teri kasam
Meri kasam ha teri kasam
Meri kasam ha teri kasam
Meri kasam teri kasam...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chouke Se Mara

Chouke Se Mara is a song from Zakhmee Zameen 1990. It is sung by Amit Kumar, Sarika Kapoor. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Zakhmee Zameen 1990 album song list for more songs and album details.