Choodi Khankaoun Kangana Lyrics, Singer & Song Details

Zakhmi Dil 1994 album cover

Zakhmi Dil 1994 Album Details

Raju Subramaniam
Rishi Raj
Sameer
Akshay Kumar, Ashwini Bhave, Ravi Kishan

album songs
Choodi Khankaoun Kangana
Singer : Kavita Krishnamurthy

Choodi Khankaoun Kangana Lyrics

Song Title = Choodi Khankaoun Kangana
Movie/Album = Zakhmi Dil (1994)
Singer = Kavita Krishnamoorty
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Rishi Raj
Director = Raju Subramaniam

Mp3 Song Lyrics

((Chudi khankau kangana bajau
Chudi khankau kangana bajau nagme gati rahu pyar ke
Chudi khankau kangana bajau
Nagme gati rahu pyar ke
Sur me sargam baje sapno ki dunia saje
Chudi khankau kangana bajau nagme gati rahu pyar ke
Chudi khankau kangana bajau nagme gati rahu pyar ke

Mera har geet naya mera sangeet naya sokhiya hai mere andaz me
Meri masum ada badi becain sada dard bhi hai meri awaz me
Mere har geet naya mera sangeet naya sokhiya hai mere andaz me
Meri masum ada badi becain sada dard bhi hai meri awaz me
Main gaungi to gayenge ham, mai nachungi to nachenge ham
Jab tak saans chale dil me arman pale jale yaado ki shama
Chudi khankau kangana bajau, nagme gati rahu pyar ke
Chudi khankau kangana bajau, nagme gati rahu pyar ke
Sur me sargam baje sapno ki dunia saje
Chudi khankau kangana bajau nagme gati rahu pyar ke

Apne pyar diya mujhpe ahsan kiya, apke nam meri jindagi
Chahe din rat rahe apka sath rahe, apke nam meri har khushi
Apne pyar diya mujhpe ahsan kiya, apke nam meri jindagi
Chahe din rat rahe apka sath rahe, apke nam meri har khushi
Bulaungi to ayenge ham, na honge juda ye hai kasam
Muskurate rahe ha maye na koi gam, jhume khusiyo ka jaha
Chudi khankau kangana bajau, nagme gati rahu pyar ke
Chudi khankau kangana bajau, nagme gati rahu pyar ke
Sur me sargam baje sapno ki dunia saje
Chudi khankau kangana bajau nagme gati rahu pyar ke
Chudi khankau kangana bajau nagme gati rahu pyar ke))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Choodi Khankaoun Kangana

Choodi Khankaoun Kangana is a song from Zakhmi Dil 1994. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Rishi Raj. Read the lyrics above and view the Zakhmi Dil 1994 album song list for more songs and album details.