Chilman Ka Girajana Lyrics, Singer & Song Details

Shararat 1972 album cover

Shararat 1972 Album Details

Manmohan Desai
Ganesh
Hasrat Jaipuri
Biswajeet, Mumtaz, Shatrughan Sinha, Sujit Kumar, Faryal Manmohan

album songs
Chilman Ka Girajana
Singer : Asha Bhosle

Chilman Ka Girajana Lyrics

Song Title = Chilman Ka Girajana
Movie/album = Shararat (1972)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Ganesh
Director = Manmohan Desai

Mp3 Songs Lyrics

((Haye chilman ka girjana allah allah
Haye gir ke phir uth jana allah allah
Zamana marta hai hamare jalwo par
Zamana marta hai haseeno ke jalwo par
Haye chilman haye chilman girjana
Allah allah
Haye gir ke phir uth jana allah allah

Jis mehfil me khushi ke gul khilau
To dushman jale, ji dushman jale
Jis pehlu me ada se muskaru
To chhuroya chale ji chhuriya chale
Khuda bhi aashiq hai hamari baato par
Khuda bhi aashiq hai haseeno ki baato par
Haye chilman haye chilman girjana
Allah allah
Haye gir ke phir uth jana allah allah

Khel hai nazar ka chalo ji chal koi
Na socho sanam ji samjho sanam
Pyar ki ye bazi jo hara wahi jita
Tumhari kasam tumhari kasam
Farishte chalte hai hamari chalo par
Farishte chalte hai haseeno ki chalo par
Haye chilman haye chilman girjana
Allah allah
Haye gir ke phir uth jana allah allah

Jit le wo duniya tu pyar ke sahare
To ho jaye naam ji ho jaye naam
Jan le ishare jo meri nazar ke
To ban jaye kam ji ban jaye kam
Chale jo parwane hamari raho pe
Chale jo parwane haseeno ke raho par
Haye chilman haye chilman girjana
Allah allah
Haye gir ke phir uth jana allah allah

Zamana marta hai hamare jalwo par
Zamana marta hai haseeno ke jalwo par
Haye chilman haye chilman girjana
Allah allah
Haye gir ke phir uth jana allah allah...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Chilman Ka Girajana

Chilman Ka Girajana is a song from Shararat 1972. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Shararat 1972 album song list for more songs and album details.