Chhupa Le Aankhon Mein Lyrics, Singer & Song Details

Juaari 1994 album cover

Juaari 1994 Album Details

Jagdish A. Sharma
Bappi Lahiri
Anwar Sagar
Dharmendra, Arman Kohli, Shilpa Shirodkar

album songs
Chhupa Le Aankhon Mein
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Chhupa Le Aankhon Mein Lyrics

Song Title = Chhupa Le Aankhon Mein
Movie/album = Juaari (1994)
Singers = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Anwar Sagar
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Jagdish A. Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Laga le seene se bana ke aanchal
Aaj ka ye sama kal rahe na rahe
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan
Lutadungi tujhpe main sara jiwan
Bhul dungi tujhe main zamane ke gham
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan

Sanso mein aag lagi hai sanam
Pyar ki peela de mujhe shabnam
Tune kaisa jaadu ye mujhpe kiya
Chhane laga mujhpe tera nasha
Bas mein nahi hai dil ye deewana
Tere sar ki kasam tere sar ki kasam
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan

Pyar ki tu pehli bahar dede
Bekarar dil ko karar dede
Aankhon mein teri shararat hai
Baato mein teri mohabbat hai
Aashiq hu tera pagal deewana
O meri jaane jaan o meri jaane jaan
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan

Aaj main had se gujar jaaunga
Teri adao pe mar jaunga
Gori gori baaho mein aaja sajan
Aaj ho jayega apna milan
Zulfon ke saye badan ke ujale
Tere liye hai sanam tere liye hai sanam
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan
Aaj ka ye sama kal rahe na rahe
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan
Lutadungi tujhpe main sara jiwan
Bhul dungi tujhe main zamane ke gham
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chhupa Le Aankhon Mein

Chhupa Le Aankhon Mein is a song from Juaari 1994. It is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Anwar Sagar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Juaari 1994 album song list for more songs and album details.