Chhup Chap Patange Lyrics, Singer & Song Details

Meharbani 1950 album cover

Meharbani 1950 Album Details

K Amarnath
Hafiz Khan
Mashahar, Anjum Pilibhiti
Ajit, Gope, Indu Pal, Begum Para, Shanta Pawar, Yakub

album songs
Chhup Chap Patange
Singer : Lata Mangeshkar

Chhup Chap Patange Lyrics

Song Title = Chhup Chap Patange
Movie/Album = Meharbani (1950)
Singer = Lata Mangeshkar
Lyricist = Mashahar, Anjum Pilibhiti, Khawar Zaman,
Shewan Rizvi, Khumar Barabankvi
Music Director = Hafiz Khan
Film Director = K Amarnath

Mp3 Song Lyrics

((chup chap patange jalne wale
mujhko bhi sikhade jal jana
chup chap patange jalne wale
mujhko bhi sikhade jal jana

is prem ki aag me jal jal kar
is prem ki aag me jal jal kar
mujhko hai mar jana

mai deepak rag me gaungi
mai deepak rag me gaungi
mai prem ki aag me jal jaungi
mai prem ki aag me jal jaungi

aye meri barasne wali aankho
aye meri barasne wali aankho
tum rag malhar na gana
tum rag malhar na gana
mujhko hai jal jana

dil dil se lagana khel nahi
dil dil se lagana khel nahi
ye aag ka khel hai dilwalo
ye aag ka khel hai dilwalo
khud apne tadapne me hi maza hai
khud apne tadapne me hi maza hai
tu aur ko na tadpana
tu aur ko na tadpana
maut se na ghabrana
chup chap patange jalne wale
mujhko bhi sikhade jal jana
chup chap patange jalne wale
mujhko bhi sikhade jal jana...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chhup Chap Patange

Chhup Chap Patange is a song from Meharbani 1950. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Mashahar, Anjum Pilibhiti. Music information: Hafiz Khan. Read the lyrics above and view the Meharbani 1950 album song list for more songs and album details.