Chhoti Si Ek Kali Lyrics, Singer & Song Details

Jurmana 1979 album cover

Jurmana 1979 Album Details

Hrishikesh Mukherjee
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rakhee Gulzar, Amitabh Bachchan, Shreeram Lagoo

album songs
Chhoti Si Ek Kali
Singer : Lata Mangeshkar

Chhoti Si Ek Kali Lyrics

Song Title = Chhoti Si Ek Kali
Movie/Album = Jurmana (1979)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Hrishikesh Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((chhoti Si Ek Kali Khili Thi - (2)
Ek Din Baag Mein, Jyot Jali Thi Charaagon Mein
Phir Kya Huwa Koyi Jaane Na Jaane Na) - (2)
(use Maali Ne Bade Pyaar Se Paala
Mast Pawan Ke Jhule Mein Daala) - (2)
Aage Kahun Keh Na Saku, Chu Rahu Reh Na Saku
Phir Kya Huwa Koyi Jaane Na Jaane Na
Chhoti Si Ek Kali Khili Thi Baag Mein
Aaya Baag Mein Ik Phul Waala, Jaane Usane Kya

Jaadu Daala - (2)
Phulwale Ki Jholi Mein Tutake Gir Padi Kali
Phir Kya Huwa Koyi Jaane Na Jaane Na
Chhoti Si Ek Kali Khili Thi Baag Mein
Baag Chhodake Kehata Tha Koyi Maali Ki Yaad Mein

Kali Bada Royi - (2)
Kachcha Dhaaga Tut Gaya, Phulwaala Chhut Gaya
Phir Kya Huwa Koyi Jaane Na Koyi Jaane Na
Chhoti Si Ek Kali Khili Thi Ek Din Baag Mein
Jyot Jali Thi Charaagon Mein
Phir Kya Huwa Koyi Jaane Na Jaane Na Jaane Na....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chhoti Si Ek Kali

Chhoti Si Ek Kali is a song from Jurmana 1979. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Jurmana 1979 album song list for more songs and album details.