Chhota Sa Ghar Hoga Badalon Lyrics, Singer & Song Details

Naukari 1954 album cover

Naukari 1954 Album Details

Bimal Roy
Salil Chowdhury
Shailendra
Kishore Kumar, Sheila Ramani, Achla Sachdev, Mehmood, Kanhaiyalal, Jagdeep

album songs
Chhota Sa Ghar Hoga Badalon
Singer : Kishore Kumar, Usha Mangeshkar

Chhota Sa Ghar Hoga Badalon Lyrics

Song Title = Chhota Sa Ghar Hoga Badalon
Movie/Album = Naukari
Singer = Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Salil Chowdhury
Director = Bimal Roy

Mp3 Song Lyrics

((chhota sa ghar hoga badlo ki chhanv me
asha divani mann me bansuri bajaye
chhota sa ghar hoga badlo ki chhanv me
asha divani mann me bansuri bajaye
ham hee ham chamkenge taro ke us ganv me
aankho ki roshni hardam ye samjhaye

chandi ki kursi pe baithe meri chhoti bahna
sone ke sinhasan pe baithe meri pyari ma
mera kya mai pada rahunga ammi ji ke panv me
mera kya mai pada rahunga ammi ji ke panv me
chhota sa ghar hoga badlo ki chhanv me
asha divani mann me bansuri bajaye

meri chhoti bahna najo ki pali shahjadi
meri chhoti bahna najo ki pali shahjadi
jitni bhi jaldi ho main kar dunga iski shadi
achchha hai ye bala hamari jaye duje ganv me
achchha hai yh bala hamari jaye duje ganv me
chhota sa ghar hoga badlo ki chhanv me
asha divani mann me bansuri bajaye

kahegi ma dulhan la beta ghar suna suna hai
man me jhum kahunga main
ma itni jaldi kya hai
gali gali me tere rajdulare ki charcha hai
gali gali me tere rajdulare ki charcha hai
aakhir koyi to aayega naino ke daanv me
aakhir koyi to aayega in naino ke danv me
chhota sa ghar hoga badlo ki chhanv me
asha divani mann me bansuri bajaye
ham hee ham chamkenge taro ke us ganv me
aankhon ki roshni hardam ye samjhaye ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chhota Sa Ghar Hoga Badalon

Chhota Sa Ghar Hoga Badalon is a song from Naukari 1954. It is sung by Kishore Kumar, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Naukari 1954 album song list for more songs and album details.