Chhora Phisal Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Bandhan 1998 album cover

Bandhan 1998 Album Details

K. Muralimohana Rao
Anand Raj Anand
Dev Kohli
Jackie Shroff, Salman Khan, Rambha

album songs
Chhora Phisal Gaya
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Chhora Phisal Gaya Lyrics

Song Title = Chhora Fisal Gaya
Movie/Album Name = BANDHAN - 1998
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Director = Anand Raj Anand, Himesh Reshammiya
Director = K. Muralimohana Rao, Rajesh Malik
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((jab se dekha hai tujhe saajan saajan
tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan) - 2
main tha sharmila - 2
par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
chhora fisal gaya - 2
jab se dekha hai tujhe saajan saajan
tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
main thi sharmila - 2
par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
chhori fisal gayi - 2

(na na karte karte main ikraar kar baitha
tu jeeti main aakhir tujhse pyar kar baitha) - 2
dekh ke tere yeh solah singhaar hai o chhori
chhora fisal gaya - 2
jab se dekha hai tujhe saajan saajan
tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
main thi sharmila - 2
par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
chhori fisal gayi - 2

(kitna pyar tumhe karte hai hamne aaj yeh jaana
bhool ke duniya ka darr hamne tumko saajan maana) - 2
tere pyar mein ho gayi paagal
haai o mere chhore yeh
chhori fisal gayi - 2
jab se dekha hai tujhe saajan saajan
tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
main tha sharmila - 2
par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
chhora fisal gaya - 2
jab se dekha hai tujhe saajan saajan
tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
main thi sharmila - 2
par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
chhori fisal gayi - 2
chhora fisal gaya - 2 ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Chhora Phisal Gaya Video

About Chhora Phisal Gaya

Chhora Phisal Gaya is a song from Bandhan 1998. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Bandhan 1998 album song list for more songs and album details.