Chhoo Le Aasman Lyrics, Singer & Song Details

Mujhse Fraaandship Karoge 2011 album cover

Mujhse Fraaandship Karoge 2011 Album Details

Nupur Asthana
None
None
Saqib Saleem, Saba Azad, Nishant Dahiya, Tara D Souza

album songs
Chhoo Le Aasman
Singer : Suraj Jagan

Chhoo Le Aasman Lyrics

Song Title = Chhoo Le Aasman
Movie/Album = Mujhse Fraaandship Karoge (2011)
singer = Suraj Jagan

Mp3 Song Lyrics

((Kyun aisa lagey
Pul khwaishon ke
Sadi se hai
Rawaana

Dil bezubaan se
Keh nahin sakey
Jo tumko hai
Bataana

Bina dor ki
Hum patang
Majdhaar mein hai
Malang

Ruki ruki
Daastan

CHORUS =
Chhoo le
Chhoo le aasman
Khwabon ke
Baadal se bharaa
Chhoo le aasman

Khud se jo miley
Ajnabi lagey
Kyun aaina
Humaara

Dhundhla sa lagey
Aur pheeka lagey
Kyun apna har
Phasaana

Bina dor ki
Hum patang
Majdhaar mein hai
Malang

Ruki ruki
Daastan

Laakhon khwabon ke
Bharey gubbare se
Udey yun hai
Aur kahaan
Hai kashmakash
Dhuan hai
Har nazar mein kyun
Uthaa uthaa
Toofan

Ek din aisa ho
Hum bhi jaanenge khud ko
Judse jaayenge
Kissey yeh
Beshumaar

Chhoo le
Chhoo le aasman
Chhoo le
Aasman))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chhoo Le Aasman

Chhoo Le Aasman is a song from Mujhse Fraaandship Karoge 2011. It is sung by Suraj Jagan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mujhse Fraaandship Karoge 2011 album song list for more songs and album details.