Chhodo Mujhe Jane Do Mere Lyrics, Singer & Song Details

Muqabla 1993 album cover

Muqabla 1993 Album Details

T Rama Rao
Dilip Sen, Sameer Sen
Mahendra Dehlvi
Karishma Kapoor, Govinda, Paresh Rawal

album songs
Chhodo Mujhe Jane Do Mere
Singer : Sonu Nigam, Abhijeet, Anuradha

Chhodo Mujhe Jane Do Mere Lyrics

Song Title = Chhodo Mujhe Jane Do Mere
Movie/Album = Muqabla (1993)
Singer = Sonu Nigam, Abhijeet, Anuradha Paudwal, Alisha Chinai
Song Lyricists = Mahendra Dehlvi
Music Composer = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Rama Rao Tatineni

Mp3 Song Lyrics

((chodo mujhe jane do mere sawariya
kori hai chunar mori bali hai umariya
lag ja gale se mere o bawariya
rut hai milan ki chayi hai badariya
sharma ke jhuki jo ankhiya
puchengi jo meri sankhiya
bhed khol degi pav ki jhanjhariya
lag ja gale se mere o bawariya
kori hai chunar mori bali hai umariya

preet ki tune bandhi jo dor
khan khan kangana macha denge shor
pucha kisi ne kaisa hai shor
kah dena bagiya me aaya tha chor
teri inhi bato pe hui mai bawariya
bhul gayi mai tera bhar ke dagariya
lag ja gale se mere o bawariya
kori hai chunar meri bali hai umariya

tan pyar ki aag me jal utha
aa pas aa ye lagi pyar ki tu bujha
ik duje me kho jayenge aaj hum
mere sanam ek duje ke ho jaye hum
jal raha hai ye kya ho raha hai
pyar ki aag chalka de gagariya
kori hai chunar mori bali hai umariya
lag ja gale se mere o bawariya
rut hai milan ki chayi hai badariya
chodo mujhe jane do mere sawariya
kori hai chunar mori bali hai umariya
sharma ke jhuki jo ankhiya
puchengi jo meri sankhiya
bhed khol degi pav ki jhanjhariya
lag ja gale se mere o bawariya
kori hai chunar mori bali hai umariya))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chhodo Mujhe Jane Do Mere

Chhodo Mujhe Jane Do Mere is a song from Muqabla 1993. It is sung by Sonu Nigam, Abhijeet, Anuradha. Lyrics are credited to Mahendra Dehlvi. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Muqabla 1993 album song list for more songs and album details.