Chhodo Chhodoji Baiyan Mori Lyrics, Singer & Song Details

Baradari 1955 album cover

Baradari 1955 Album Details

K. Amarnath
Nashad
Khumar Barabankvi
Geeta Bali, Ajit, Pran

album songs
Chhodo Chhodoji Baiyan Mori
Singer : Lata Mangeshkar, Shamshad

Chhodo Chhodoji Baiyan Mori Lyrics

Song Title = Chhodo Chhodoji Baiyan Mori
Song Lyrics Movie = Baradari
Singers = Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Song Lyricists = Khumar Barabankvi
Music Director = Nashad
Director = K. Amarnath
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Chodo chodo chodo ji baiya mori
Mai najuk chori ha ha ji meri tauba hai
Tauba hai tauba hai
Dedo dedo dedo dedo mor adil gori
Buri hai ji chori
Ha ha ji meri tauba hai
Tauba hai tauba hai

Mohe lage sharam bedardi balam
Ghunghat mora khul khul jaye re
Ghunghat mora khul khul jaye re
Jiya man nahi kuch jane nahi
Bairi bas me more nahi aaye re
Bairi bas me more nahi aaye re
Mat kariyo re jori kasam tujhe mori
Ha ha ji meri tauba hai
Tauba hai tauba hai

Kuch apni kaho kuch mori suno
Jan jalti hai ji takrar se
Jan jalti hai ji takrar se
Jiya mora jale dhak dhak dhak kare
Baj aayi mai aise pyar se
Baj aayi mai aise pyar se
Ab hasiyo jara tum gori hathili chori
Ha ha ji meri tauba hai
Tauba hai tauba hai
Chodo chodo chodo ji baiya mori
Mai najuk chori ha ha ji meri tauba hai
Tauba hai tauba hai
Dedo dedo dedo dedo mor adil gori
Buri hai ji chori
Ha ha ji meri tauba hai
Tauba hai tauba hai...))


Posted by : { Anamika Tyagi }

About Chhodo Chhodoji Baiyan Mori

Chhodo Chhodoji Baiyan Mori is a song from Baradari 1955. It is sung by Lata Mangeshkar, Shamshad. Lyrics are credited to Khumar Barabankvi. Music information: Nashad. Read the lyrics above and view the Baradari 1955 album song list for more songs and album details.