Chhodh Ke Na Jaao Piya Lyrics, Singer & Song Details

Maa Tujhhe Salaam 2002 album cover

Maa Tujhhe Salaam 2002 Album Details

Tinu Verma
Sajid Ali, Wajid Ali
Sameer
Sunny Deol, Tabu, Arbaaz Khan

album songs
Chhodh Ke Na Jaao Piya
Singer : Alka Yagnik

Chhodh Ke Na Jaao Piya Lyrics

Song Title = Chhodh Ke Na Jaao Piya
Movie/album = Maa Tujhhe Salaam (2002)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Sajid Ali, Wajid Ali
Director = Tinu Verma
Music Label = Universal Music

Mp3 Song Lyrics

((Na chudi khankegi na payal chhankegi
Na gajra mehkega na kajra behkega
Na ja na ja
Chod ke na jaao piya chod ke na jaao piya
Tujhko maine yeh dil de diya
Tujhko maine yeh dil de diya
Pyar maine tujhko hai kiya
Pyar maine tujhko hai kiya
Tujhko maine yeh dil de diya
Tujhko maine yeh dil de diya
Piya oh piya piya oh piya
Tujhko maine yeh dil de diya
Tujhko maine yeh dil de diya

Neend bhi tu mera khwaab bhi tu hai
Bina tere kaise rahoon
Tauba duhaayi yeh dard de judaai
Bhala aise kaise sahoon
Mausam hai yaadon ka kasmo ka vaado ka
Aa kareeb aa saathiya aa kareeb aa saathiya
Tujhko maine yeh dil de diya
Tujhko maine yeh dil de diya

Palke jhuka loon nazar mein chhupa loon
Kahin door jaane na doon
Tere mera beech aaye hawa to
Usse bhi main aane na doon
Bas itna kehna hai saason mein rehna hai
Chain mera tune le liya chain mera tune le liya
Tujhko maine yeh dil de diya
Tujhko maine yeh dil de diya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chhodh Ke Na Jaao Piya

Chhodh Ke Na Jaao Piya is a song from Maa Tujhhe Salaam 2002. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Sajid Ali, Wajid Ali. Read the lyrics above and view the Maa Tujhhe Salaam 2002 album song list for more songs and album details.