Chhod De Saari Duniya Lyrics, Singer & Song Details

Saraswatichandra 1968 album cover

Saraswatichandra 1968 Album Details

Govind Saraiya
None
None
Nutan, Manish

album songs
Chhod De Saari Duniya
Singer : Lata Mangeshkar

Chhod De Saari Duniya Lyrics

Song Title = Chhod De Saari Duniya
Movie/Album = Saraswati Chandra (1968)
SINGER = Lata Mangeshkar

Mp3 Songs Lyrics

(Chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
Chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
pyaar se bhi zaroori kayi kaam hain
pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye
Chhod de saari duniya kisi ke liye

tan se tan kaa milan ho na paayaa to kyaa
man se man kaa milan koyi kam to nahin
man se man kaa milan koyi kam to nahin
khushboo aati rahe door hi se sahi
saamne ho chaman koyi kam to nahin
saamne ho chaman koyi kam to nahin
chaand miltaa nahin sabko sansaar mein
chaand miltaa nahin sabko sansaar mein
hai diyaa hi bahut roshni ke liye
Chhod de saari duniya kisi ke liye

kitni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen
kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin
kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin
ek duniyaa ujad hi gayi hai to kyaa
doosraa tum jahaan kyun basaate nahin
doosraa tum jahaan kyun basaate nahin
dil na chaahe bhi to, saath sansaar ke
dil na chaahe bhi to, saath sansaar ke
chalnaa padtaa hai sab ki khushi ke liye
Chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
pyaar se bhi zaroori kayi kaam hain
pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye
Chhod de saari duniya kisi ke liye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Chhod De Saari Duniya

Chhod De Saari Duniya is a song from Saraswatichandra 1968. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Saraswatichandra 1968 album song list for more songs and album details.