Chhod Chala Raho Mein Lyrics, Singer & Song Details

Pathar Ke Insan 1990 album cover

Pathar Ke Insan 1990 Album Details

Shomu Mukherjee
Bappi Lahiri
Anjaan
Vinod Khanna, Jackie Shroff, Sridevi, Saeed Jaffrey, Amita Nangia, Om Shiv Puri,

album songs
Chhod Chala Raho Mein
Singer : Alisha Chinai

Chhod Chala Raho Mein Lyrics

Song Title = Chhod Chala Raho Mein
Movie/Album = Pathar Ke Insan (1990)
Singers = Alisha Chinai
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Shomu Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((Chhod chala raho mein kyun
Baho mein tu aaja sanam
Chhod chala raho mein kyun
Baho mein tu aaja sanam
Aarzu hai meri
Nikle teri baho mein dam
Chhod chala raho mein kyun
Baho mein tu aaja sanam
Baby love mein baby
Love mein baby
Love mein baby

He kanjari ban nachugi
Kaya dikhlaungi
Dil tera pane ko
Kuch bhi kar jaungi
Baby love mein baby
Love mein baby
Love mein baby

Kanjari ban nachugi
Kaya dikhlaungi
Dil tera pane ko
Kuch bhi kar jaungi
Tere liye laz bhi aan bhi
Chhod du ae humdam
Chhod chala raho mein kyun
Baho mein tu aaja sanam
Aarzu hai meri
Nikle teri baho mein dam
Chhod chala raho mein kyun
Baho mein tu aaja sanam
Baby love mein baby
Love mein baby
Love mein baby

Tu hai suhag sindur meinra
Tan mann hai tujhpe samarpan
Ek jivan kya lakho jivan
Tujhpe kar du main arpan
Main tujhe pyar se
Tyag se jitungi pritam
Chhod chala raho mein kyun
Baho mein tu aaja sanam
Aarzu hai meri
Nikle teri baho mein dam
Chhod chala raho mein kyun
Baho mein tu aaja sanam
Baby...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chhod Chala Raho Mein

Chhod Chala Raho Mein is a song from Pathar Ke Insan 1990. It is sung by Alisha Chinai. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Pathar Ke Insan 1990 album song list for more songs and album details.