Chhod Arre Jaa Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Mehmaan 1973 album cover

Mehmaan 1973 Album Details

Kolli Pratyagatma
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Biswajeet, Tarun Bose, Leela Chitnis

album songs
Chhod Arre Jaa Mujhe
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Chhod Arre Jaa Mujhe Lyrics

Song Title = Chhod Arre Jaa Mujhe
Movie/Album = Mehmaan (1973)
Singer = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi
Film Director = K Patma
Film Producer = Shatrujeet Pal

Mp3 Song Lyrics

((chod are ja mujhe na pakad
chod are ja mujhe na pakad
haye meri jaan aise na bigad are aise na bigad
chod are ja mujhe na pakad
haye meri jaan aise na bigad are aise na bigad
chod are ja mujhe na pakad

karne ko kar chahe jitane jatan
chhune nahi dungi tujhe apna badan
karne ko kar chahe jitane jatan
chhune nahi dungi tujhe apna badan
hat are maan piche nahi pad haye meri jaan
aise na bigad aise na bigad
are chod ja mujhe na pakad

royegi jo chune wala koi na mila
karegi akele me nasibo ka gila
sun idhar aa yuhi na akad haye meri jaan
aise na bigad are aise na bigad
chod are ja mujhe na pakad

chuna hai to sikh jara chune ka chalan
aise nahi chhu ke mera dukhe sara tan
chuna hai to sikh jara chune ka chalan
aise nahi chhu ke mera dukhe sara tan
dur jara dur dur baju na lagan
haye meri jaan aise na bigad
chod are ja mujhe na pakad
haye meri jaan aise na bigad
aise na bigad, aah, chhod...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chhod Arre Jaa Mujhe

Chhod Arre Jaa Mujhe is a song from Mehmaan 1973. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Mehmaan 1973 album song list for more songs and album details.