Chhaya Meri Umeed Ki Lyrics, Singer & Song Details

Chandni Raat 1949 album cover

Chandni Raat 1949 Album Details

M. Ehsan
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan

album songs
Chhaya Meri Umeed Ki
Singer : Shamshad Begum

Chhaya Meri Umeed Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Chhaya Meri Umeed Ki
Song Lyrics Movie = Chandni Raat
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = M. Ehsan
Music Label = Saregama

((Jillo, Parveen, Sayeeda Khan

Mp3 Song Lyrics


Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maalum hai
Kab hoga savera
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maalum hai
Kab hoga saveraa

Kho jaaye na mil kar
Kahi ulfat ka khazana
Kahi ulfat ka khazana
Kho jaaye na mil kar
Kahi ulfat ka khazana
Reh jaaye na lut kar kahi
Aramaano ka deraa
Ab ye kise maalum hai
Kab hoga savera

Khilane bhi na paayi
Abhi kaliyaan mere dil ki
Abhi kaliyaan mere dil ki
Khilane bhi na paai
Abhi kaliyaan mere dil ki
Dil tod ke gham ne kiya
Pehalu mein baseraa
Ab ye kise maalum hai
Kab hoga savera

Sunata nahi koi
Kise main jaa ke sunaun
Kise main jaa ke sunaun
Sunata nahi koi
Kise main jaa ke sunaun
Dukh-dard mein dubaa hua
Afasana hai mera
Ab ye kise maalum hai
Kab hoga savera

Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maalum hai
Kab hoga savera...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chhaya Meri Umeed Ki

Chhaya Meri Umeed Ki is a song from Chandni Raat 1949. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Chandni Raat 1949 album song list for more songs and album details.