Chhaliya Chhaliya Chhaliya Lyrics, Singer & Song Details

Tashan 2008 album cover

Tashan 2008 Album Details

Vijay Krishna Acharya
Vishal Shekhar
Piyush Mishra, Vishal Dadlani
Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Kareena Kapoor, Anil Kapoor, Yashpal Sharma

album songs
Chhaliya Chhaliya Chhaliya
Singer : Sunidhi Chauhan, Piyush Mishra

Chhaliya Chhaliya Chhaliya Lyrics

Song Title = Chhaliya Chhaliya Chhaliya
Movie/Album = Tashan (2008)
Singer = Sunidhi Chauhan, Piyush Mishra
Music Director(s) = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Lyricist(s) = Piyush Mishra, Vishal Dadlani

Mp3 Song Lyrics

(([Nashila Nashila tera Naiana
Churayi Le humra chaina
Abb hamre Dil mein rehna ]2

ahnn ahnn

Chaliya ,Chaliya ,Chaliya
Rooh chura loon Mein hoon
Aise Chaliya
Haath na aau mein hoon
Aise Chaliya

Chaliya ,Chaliya ,Chaliya
Rooh chura loon Mein hoon
Aise Chaliya
Haath na aau mein hoon
Aise Chaliya

Oos Leher hoon
Dhoop Seher hoon
Baath Meher hoon
Bach ke jayega kahan
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that mahi]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that boyz]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that mahi]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that boy]

Chaliya ,Chaliya ,Chaliya
Rooh chura loon Mein hoon
Aise Chaliya

Raat hoon taron mein mil jau
Har mod pe mein aahon ki baahon mein khil jau
Chal hoon tujhe pe mein chal jau
Tu na janega kab bazi mein dhoke se maar jau
Beekhre dil ka mein haal hoon
Aur galib ka mein khayaal hoon
Mein noor hoon
Mein hoor hoon
Baach ke jayega kaahan
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that mahi]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that boy]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that mahi]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that boy]

Chaliya ,Chaliya ,Chaliya

[Nashila Nashila tera Naiana
Churayi Le humra chaina
Abb hamre Dil mein rehna ]2


Haaan raaz hoon
Hootho ko sil jauun
Tere haatho se mein ret banke Phisal jau
Boond hoon tujhpe baras jau
Jo na bujhe gi woh pyaas bane mein tarasau
Chal ki pheli chal hoon
Mein sujha uljha chal hoon
I m the noor
I m the hoor

Baach ke jayega kaahan
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont you Look at me like that mahi]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont you Look at me like that boy]


Chaliya ,Chaliya ,Chaliya
Rooh chura loon Mein hoon
Aise Chaliya
Haath na aau mein hoon
Aise Chaliya

Oos Leher hoon
Dhoop Seher hoon
Baath Meher hoon
Bach ke jayega kahan
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that mahi]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that boyz]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that mahi]
[Na lada na lada tu aankh na lada
Dont Look at me like that boy] ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chhaliya Chhaliya Chhaliya

Chhaliya Chhaliya Chhaliya is a song from Tashan 2008. It is sung by Sunidhi Chauhan, Piyush Mishra. Lyrics are credited to Piyush Mishra, Vishal Dadlani. Music information: Vishal Shekhar. Read the lyrics above and view the Tashan 2008 album song list for more songs and album details.