Ched Na Mujhko Lyrics, Singer & Song Details

Rahul 2001 album cover

Rahul 2001 Album Details

Prakash Jha
Anu Malik
Anand Bakshi
Yash Pathak, Neha, Rajeshwari Sachdev

album songs
Ched Na Mujhko
Singer : Hariharan, Kavita Krishnamurth

Ched Na Mujhko Lyrics

Song Title = Ched Na Mujhko
Movie/album = Rahul (2001)
Singers = Hariharan, Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Anu Malik
Director = Prakash Jha

Mp3 Song Lyrics

((Chhed na, chhed na, chhed na
Chhed na mujhko mere mehaboob
Jane de mujhe aaha am hm
Chhed na mujhko mere mehaboob
Jane de mujhe aaha am hm
Jhil si aankhe hai teri
Jhil si aankhe hai teri
Dub jane de mujhe ha ha am hm
Chhed na mujhko mere mehaboob
Jane de mujhe aaha aaha

Do dilo ke bich
Thodi si jagha bhi na rahe oo ho
Do dilo ke bich
Thodi si jagha bhi na rahe
Jis jagha hum hai waha par
Ye hawa bhi na rahe
Aur thoda, aur thoda, aur thoda
Aur thoda pas aane de mujhe
Chhed na mujhko mere mehaboob
Jane de mujhe aaha aaha
Jhil si aankhe hai teri
Dub jane de mujhe ha ha la la

Hosh me ya baithe baithe
Ye tujhe kya ho gaya
Hosh me ya baithe baithe
Ye tujhe kya ho gaya
Tune kuch us pyar se dekha
Aur nasha sa ho gaya
Is mohobbat ke nashe me
Is mohobbat ke nashe me
Dagmagane de mujhe
Chhed na, chhed na, chhed na
Chhed na mujhko mere mehaboob
Jane de mujhe aaha aaha
Jhil si aankhe hai teri
Dub jane de mujhe ha ha la la
Chhed na, chhed na, chhed na
Chhed na mujhko mere mehaboob
Jane de mujhe aaha la la la la aaha
Jane de mujhe, Jane de mujhe..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ched Na Mujhko

Ched Na Mujhko is a song from Rahul 2001. It is sung by Hariharan, Kavita Krishnamurth. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Rahul 2001 album song list for more songs and album details.