Chatte Batte Hain Lyrics, Singer & Song Details

Chillar Party 2011 album cover

Chillar Party 2011 Album Details

Vikas Bahl, Nitesh Tiwari
Amit Trivedi
Nitesh Tiwari
Aarav Khanna, Chinmai Chandranshuh, Divji Handa

album songs
Chatte Batte Hain
Singer : Armaan Malik, Gaurika Rai

Chatte Batte Hain Lyrics

Song title = Chatte Batte Hain
Movie/album = Chillar Party (2011)
Singers = Armaan Malik, Gaurika Rai, Keshav Rai, Mohit Chauhan
Song Lyricists = Nitesh Tiwari
Music Composer = Amit Trivedi
Director = Nitesh Tiwari, Vikas Bahl
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Oo .. Pa Ra Pa, Pa Pa Pa ..
Ta Tara Ta

Kabhi Ladey Ladey Se Thay
Kabhi Adey Adey Se Thay
Kabhi Bhide Bhide Se Thay
Bus Yunhi Jud Gaye
Thode Thode Se Meethe Hain
Thode Thode Se Khatte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain

Yeh Toh Murgiyon Ke Choosey Se, Sang Ek Dooje Ke
Idhar Udhar Titar Bitar, Daudte Phire
Yeh Toh Holi Ke Rang Hain, Alag Hain Par Sang Hain
Chehre Pe Chalke Toh Sab Lagey Ek Se
Kahin Gaalon Pe Laali Hai, Kahin Jeb Khali Hai
Farak Inn Mein Hai Badey, Inhe Farak Na Padhe
Thode Thode Se Meethe Hain
Thode Thode Se Khatte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
(Chatte Batte Hain)

Yeh Jalebiyon Ke Tukde Hain, Chaashni Se Ubhre Hain
Tedhe Medhe Garma Garam Par Meethe Bhi Hai
Yeh Toh Hawa Ke Jhonke Hain, Muthi Mein Bandh Hote Hain
Marzi Jidhar Mukar Udhar, Sarrr Sarrr Bahe
Kahin Mummy Ki Thapki Hai, Kahin Kaaton Pe Jhapki Hai
Hai Manzilein Judaa Par Raah Ek Hai
Thode Thode Se Meethe Hain
Thode Thode Se Khatte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
Ab Ek Hi Thaali Ke Chatte Batte Hain
(Chatte Batte Hain, Chatte Batte Hain))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chatte Batte Hain

Chatte Batte Hain is a song from Chillar Party 2011. It is sung by Armaan Malik, Gaurika Rai. Lyrics are credited to Nitesh Tiwari. Music information: Amit Trivedi. Read the lyrics above and view the Chillar Party 2011 album song list for more songs and album details.