Charan Tumhare Phool Hamare Lyrics, Singer & Song Details

Narasinha Awtar 1949 album cover

Narasinha Awtar 1949 Album Details

Sohrab Modi
Vasant Desai
Narendra Sharma
Mahipal, Shobhana Samarth, Niranjan Sharma, Hari Shivdasani

album songs
Charan Tumhare Phool Hamare
Singer : Lata Mangeshkar

Charan Tumhare Phool Hamare Lyrics

Song Title = Charan Tumhare Phool Hamare
Movie/Album = Narsingh Avatar (1949)
Singer = Lata Mangeshkar
Lyricist = Narendra Sharma
Music Director = Vasant Desai
Director = Sohrab Modi

Mp3 Song Lyrics

((charan tumhare phul hamare
charan tumhare phul hamare
hum balak tum palan hare
phul hamare

sukhi na jan jo parbhu ko bhule
parbhu ko bule
suraj bin jyu kamal na phule
pran bina tan kate ka
rahte pran tumhare sahare
phul hamare
charan tumhare phul hamare
hum balak tum palan hare
phul hamare

shul phul bante jiwan me
narayan baste jab man me
jyoti pujari hote hai
jab aate dukh ke bin andhiyare
phul hamare

ghat ghat wadi me prem parkashi
prem parkashi
ajar amar parbhu ji tum avinashi
nam tumhara rahe adhar par
pal chin nish din shyam sakha re
phul hamare charan tumhare....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Charan Tumhare Phool Hamare

Charan Tumhare Phool Hamare is a song from Narasinha Awtar 1949. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Narendra Sharma. Music information: Vasant Desai. Read the lyrics above and view the Narasinha Awtar 1949 album song list for more songs and album details.