Chandni Rat Ye Sanam Lyrics, Singer & Song Details

Qaidi 1984 album cover

Qaidi 1984 Album Details

S S Ravichandra
Bappi Lahiri
Indeevar
Jeetendra, Shatrughan Sinha, Madhavi

album songs
Chandni Rat Ye Sanam
Singer : Kishore Kumar, Asha Bhosle

Chandni Rat Ye Sanam Lyrics

Song Title = Chandni Rat Ye Sanam
Movie/Album = Qaidi (1984)
Singer = Kishore Kumar, Asha Bhosle
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = S.S. Ravichandra

Mp3 Songs Lyrics

((aaja aaja aaja

chandni chandni raat ye sanam
nahi premiyo ko janat se kam
chandni raat ye sanam
nahi premiyo ko janat se kam

aao ji bhar ke pyar karo
koi dekhe to dekhne do
chandni raat ye sanam
nahi premiyo ko janat se kam
aao ji bhar ke pyar karo
koi dekhe to dekhne do

aaja aaja aaja

jin me jaan hai
jin me dil hai
un sab ke andar hai pyar
jin me jaan hai
jin me dil hai
un sab ke andar hai pyar

hum kya tum kya pyar me duba
sara hi ye sansar
hum kya tum kya pyar me duba
sara hi ye sansar

chandni chandni raat ye sanam
nahi premiyo ko janat se kam
aao ji bhar ke pyar karo
koi dekhe to dekhne do

aaja aaja

taro ke fere karti hai dharti
dharti ke fere chanda
taro ke fere karti hai dharti
dharti ke fere chanda

tere milan ki chahah me ghume
mera pran batnga
tere milan ki chahah me ghume
mera pran batnga
chandni chandni raat yeh sanam
nahi premiyo ko janat se kam
aao ji bhar ke pyar karo
koi dekhe to dekhne do
aaja aaja aaja ..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Chandni Rat Ye Sanam

Chandni Rat Ye Sanam is a song from Qaidi 1984. It is sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Qaidi 1984 album song list for more songs and album details.