Chandi Ki Deewar Na Todi Lyrics, Singer & Song Details

Vishwas 1969 album cover

Vishwas 1969 Album Details

Kewal P. Kashyap
Anandj, Kalyanji
Gulshan Bawra
Jeetendra, Aparna Sen, Asit Sen, Man Mohan, Kamini Kaushal, Bharat Bhushan, Mehm

album songs
Chandi Ki Deewar Na Todi
Singer : Mukesh

Chandi Ki Deewar Na Todi Lyrics

Song Title = Chandi Ki Deewar Na Todi
Movie/album = Vishwas (1969)
Singer= Mukesh
Music By= Kalyanji Anandji
Lyricist= Gulshan Bawra

Mp3 Song Lyrics

((Chandi Ki Deewar Na Todi
Pyar Bhara Dil Tod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne
Nirdhan Ka Daman Chhodh Diya
Chandi Ki Deewar...

Kal Tak Jisne Kasme Khai
Dukh Mein Saath Nibhane Ki
Aaj Woh Apne Sukh Ki Khatir
Ho Gayi Ek Begaane Ki
Shehnaiyon Ki Goonj Mein Dab Ke
Reh Gayi Aah Deewane Ki
Dhanwano Ne Deewane Ka
Gam Se Rishta Jod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne...

Woh Kya Samjhe Pyar Ko Jinka
Sab Kuch Chandi Sona Hai
Dhanwano Ki Is Duniya Mein
Dil To Ek Khilon Hai
Sadiyon Se Hi Toot-ta Aaya
Dil Ka Bas Yeh Rona Hai
Jab Tak Chaha Dil Se Khela
Aur Jab Chaha Tod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne . ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chandi Ki Deewar Na Todi

Chandi Ki Deewar Na Todi is a song from Vishwas 1969. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Vishwas 1969 album song list for more songs and album details.