Chandaniya Hai Raat Lyrics, Singer & Song Details

Balak 1969 album cover

Balak 1969 Album Details

B.K. Adarsh
Dattaram Wadkar
Bharat Vyas
Abhi Bhattacharya, Dhumal, Bipin Gupta

album songs
Chandaniya Hai Raat
Singer : Asha Bhosle

Chandaniya Hai Raat Lyrics

Song Title = Chandaniya Hai Raat
Movie/album = Balak (1969)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Director = Dattaram Wadkar
Director = B.K. Adarsh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Chandaniya
Chandaniya hai rat sajan rahiyo ke jayiyo
Chandaniya hai rat sajan rahiyo ke jayiyo
Ban jaye koi bat sajan rahiyo ke jayiyo
Ban jaye koi bat sajan rahiyo ke jayiyo
Chandaniya hai rat sajan rahiyo ke jayiyo

Kano me jhumka pawo me payal
Kano me jhumka pawo me payal
Tirchi najariya se kar dungi ghayal
Tirchi najariya se kar dungi ghayal
Kar dungi ghayal
Ye mehandi
Ye mehandi range hath rahiyo ke jayiyo
Ye mehandi range hath rahiyo ke jayiyo
Ban jaye koi bat sajan rahiyo ke jayiyo
Ban jaye koi bat sajan rahiyo ke jayiyo
Chandaniya hai rat sajan rahiyo ke jayiyo

Ankhiya fadke chatiya dhadke
Ankhiya fadke chatiya dhadke
Nas nas me more bijri kadke
Nas nas me more bijri kadke bijri kadke
Ye julmi
Ye julmi mulakat sajan rahiyo ke jaiyo
Ye julmi mulakat sajan rahiyo ke jaiyo
Ban jaye koi bat sajan rahiyo ke jayiyo
Chandaniya hai rat sajan rahiyo ke jayiyo
Chandaniya hai rat sajan rahiyo ke jayiyo..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Chandaniya Hai Raat Video

About Chandaniya Hai Raat

Chandaniya Hai Raat is a song from Balak 1969. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Dattaram Wadkar. Read the lyrics above and view the Balak 1969 album song list for more songs and album details.