Chanda Ko Dhoondhne Sabhi Lyrics, Singer & Song Details

Jeene Ki Raah 1969 album cover

Jeene Ki Raah 1969 Album Details

L.V. Prasad
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Tanuja, Anjali Kadam

album songs
Chanda Ko Dhoondhne Sabhi
Singer : Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar

Chanda Ko Dhoondhne Sabhi Lyrics

Song Title = Chanda Ko Dhoondhne Sabhi
Movie/Album = Jeene Ki Raah (1969)
Singer = Asha Bhosle, Hemlata, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Akkineni Lakshmi Vara Prasada Rao
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((bachchon
ek samay ki baat suno, andhiyaari thi raat suno
dipak chori ho gayaa, chaaNd kahin par kho gayaa
phir kyaa huaa?

chandaa ko Dhoodnhane sabhi taare nikal paDe -2
galiyon men vo nasib ke maare nikal paDe
chandaa ko

chandaa ko Dhoondhane sabhi taare nikal paDe -2
galiyon men vo nasib ke maare nikal paDe
chandaa ko
unaki nazar kaa jis ne nazaaraa churaa liyaa
unake dilon kaa jis ne sahaaraa churaa liyaa
us chor ki talaash men saare nikal paDe
chandaa ko
Gam ki andheri raat men jalanaa paDaa unhen
phoolon ke badale kaanton pe chalanaa paDaa unhen
dharati pe jab gagan ke dulaare nikal paDe
chandaa ko
unaki pukaar sun ke yah dil Dagamagaa gayaa
ham ko bhi koi bichhaDaa huaa yaad aa gayaa
bhar aai aaNkh hamaare nikal pade
chandaa ko..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Chanda Ko Dhoondhne Sabhi

Chanda Ko Dhoondhne Sabhi is a song from Jeene Ki Raah 1969. It is sung by Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Jeene Ki Raah 1969 album song list for more songs and album details.