Chanda Ki Chandni Ka Jaadu Lyrics, Singer & Song Details

Sitaron Se Aage 1958 album cover

Sitaron Se Aage 1958 Album Details

Satyen Bose
Sachin Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Ashok Kumar, Vyjayanthimala, Johnny Walker, Rajasulochana

album songs
Chanda Ki Chandni Ka Jaadu
Singer : Asha Bhosle

Chanda Ki Chandni Ka Jaadu Lyrics

Song Title = Chanda Ki Chandni Ka Jaadu
Movie/album =Sitaron Se Aage (1958)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Satyen Bose

Mp3 Song Lyrics

((Chanda ki chandni ka jadu
Ye raat ye shama
Ulfat ki mauj le chali hai
Mujhko na jane kaha
Chanda ki chandni ka jadu
Ye raat ye shama
Ulfat ki mauj le chali hai
Mujhko na jane kaha
Chanda ki chandni ka jadu

Puchho na hai mere dil mein kya
Jo mere sath ho tum
Apna bhi main pata kya janu
Hu main to pyar me gum
Puchho na hai mere dil mein kya
Jo mere sath ho tum
Apna bhi mai pata kya janu
Hu main to pyar mein gum
Dil pe nahi hai aaj kabu
Khulti nahi juba
Ulfat ki mauj le chali hai
Mujhko na jane kaha
Chanda ki chandni ka jadu

Main nadiya tu mera sagar hai
O mann ke meet mere
Jhume ja tu yuhi lahro mein
Sun sun ke geet mere
Main nadiya tu mera sagar hai
O man ke meet mere
Jhume ja tu yuhi lahro mein
Sun sun ke geet mere
Bhigi ye raat aur main tu
Mausam jawa jawa
Ulfat ki mauj le chali hai
Mujhko na jane kaha
Chanda ki chandni ka jadu))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chanda Ki Chandni Ka Jaadu

Chanda Ki Chandni Ka Jaadu is a song from Sitaron Se Aage 1958. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Sitaron Se Aage 1958 album song list for more songs and album details.