Chanda Ka Toot Gaya Ghera Lyrics, Singer & Song Details

Teen Bhai 1955 album cover

Teen Bhai 1955 Album Details

Hemchandra Chunder
Arun Kumar Mukherjee
Bharat Vyas
Bharat Bhushan, Nasir Hussain, Leela Mishra

album songs
Chanda Ka Toot Gaya Ghera
Singer : Asha Bhosle

Chanda Ka Toot Gaya Ghera Lyrics

Song Title = Chanda Ka Toot Gaya Ghera
Movie/Album = Teen Bhai (1955)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = Arun Kumar Mukherjee
Director = Hemchandra Chunder

Mp3 Song Lyrics

((Ho chanda ka toot gaya ghera
Ho chanda ka toot gaya ghera
Fail rahi jagmag jyoti sagar ki lahro mein
Chalne lagi tuti
Chanda ka tut gaye ghera

Ambar se jharne lagi amrat ki dhara
Ambar se jharne lagi amrat ki dhara
Kirno me dub raha paga ljag sara
Pagal jag sara
Dur kahi
Dur kahi bujhne laga pal mein ek tara
Bahne laga geet mera man ka banjara
Man ka banjara
Galiyan mein sabnam ki ladiya pirota
Jamuna ka tuta gaya dera
Chanda ka tut gaye ghera

Aaj mere angana nach rahi chandani
Aaj mere angana nach rahi chandani
Kan mein kahti hai chalo pi se milan kamini
Pi se milan kamini
Aaj milan ki yamini
Aaj milan ki yamini
Jhil mil taro ke diye rajni sanjog ki

Chanda ka tut gaye ghera
Chanda ka tut gaye ghera
Fail rahi jagmag jyoti sagar ki lahro mein
Chalne lagi tuti
Chanda ka tut gaye ghera..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chanda Ka Toot Gaya Ghera

Chanda Ka Toot Gaya Ghera is a song from Teen Bhai 1955. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Arun Kumar Mukherjee. Read the lyrics above and view the Teen Bhai 1955 album song list for more songs and album details.