Chanda Bhi Nazar Aayega Lyrics, Singer & Song Details

Namak 1996 album cover

Namak 1996 Album Details

Kawal Sharma
Anu Malik
Indeevar
Sanjay Dutt, Fatima Sheikh, Shammi Kapoor, Raza Murad

album songs
Chanda Bhi Nazar Aayega
Singer : Nitin Mukesh, Sadhana Sargam

Chanda Bhi Nazar Aayega Lyrics

Song Title = Chanda Bhi Nazar Aayega
Movie/album = Namak (1996)
Singers = Nitin Mukesh, Sadhana Sargam,
Shabbir Kumar
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Anu Malik
Director = Kawal Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Chanda bhi nazar aayega
Suraj bhi nazar aayega
Sab log nazar aayenge
Par tu nazar nahi aayegi
Par tu nazar nahi aayegi
O gudiya o behna o laado khush rehna
Tu iss ghar ko chhod ke chal dee
Humse mukhda mod ke chal dee
Sab se rista chhod ke chal dee
Pee se nata jod ke chal dee
O behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna

Ab yeh angana ho gaya suna
Dard badha ab dil ka dugna
Bheege bheege more naina
Chal diya mere dil ka chaina
Reh gaya tham ke dil bechara
Ek anaath bhaiya tumhara
Reh gaya tham ke dil bechara
Ek anaath bhaiya tumhara
O gudiya o behna o laado khush rehna

Maat peeta ki akhiya roye
Wo bachpan ki sakhiya roye
Galiya aur chaubare roye
Tu jo chali to saare roye
Main kitna azaad tha gham se
Kya ronak thi tere dam se
Main kitna azaad tha gham se
Kya ronak thi tere dam se
Ab to meri kaun sunega
Bhaiya tere sapne bunega
Ab to meri kaun sunega
Bhaiya tere sapne bunega
Behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna

Tujhko piya ke desh hai jana
Na jaane phir kab ho aana
Mehki mehki raat bhi aayi
Dekh teri baarat bhi aayi
Ek din yeh to hona hi tha
Milke aakhir khona hi tha
Ek din yeh to hona hi tha
Milke aakhir khona hi tha
Meri dua ka gehna le jaa
Le jaa meri behna le jaa
Meri dua ka gehna le jaa
Le jaa meri behna le jaa
Behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna
Tu iss ghar ko chhod ke chal dee
Humse mukhda mod ke chal dee
Sab se rista chhod ke chal dee
Pee se nata jod ke chal dee
O behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna
Khush rehna khush rehna
Khush rehna khush rehna
Khush rehna khush rehna.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chanda Bhi Nazar Aayega

Chanda Bhi Nazar Aayega is a song from Namak 1996. It is sung by Nitin Mukesh, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Namak 1996 album song list for more songs and album details.