Chand Si Mahbooba Ho Meri Lyrics, Singer & Song Details

Himalay Ki Godmein 1965 album cover

Himalay Ki Godmein 1965 Album Details

Vijay Bhatt
Anandji, Kalyanji
Anand Bakshi
Mala Sinha, Manoj Kumar, Shashikala

album songs
Chand Si Mahbooba Ho Meri
Singer : Mukesh

Chand Si Mahbooba Ho Meri Lyrics

Song Title = Chand si mehbooba ho meri
Movie/ Album = Himalay Ki God Mein 1965
Singer(s) = Mukesh
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Vijay Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha

Na kasmey hain na rasmey hain, na shikwe hain na wadey hain
Na kasmey hain na rasmey hain, na shikwe hain na wadey hain
Ek surat bholi bhaali hai, do naina seedhe saade hain
Do naina seedhe saade hain
Aaisa hi roop khayalon mein tha, aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha

Meri khushiyan hi na baate, mere gam bhi sehna chahe
Meri khushiyan hi na baate, mere gam bhi sehna chahe
Dekhe na khwab woh mehlon ke, mere dil mein rehna chahe
Mere dil mein rehna chahe
Is duniya mein kaun tha aaisa, jaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chand Si Mahbooba Ho Meri

Chand Si Mahbooba Ho Meri is a song from Himalay Ki Godmein 1965. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Himalay Ki Godmein 1965 album song list for more songs and album details.