Chand Pal Ke Hamsafar Lyrics, Singer & Song Details

Mod 2011 album cover

Mod 2011 Album Details

Nagesh Kukunoor
Tapas Relia
Mir Ali Husain
Ayesha Takia, Rannvijay Singh, Raghuvir Yadav

album songs
Chand Pal Ke Hamsafar
Singer : Shankar Mahadevan, Shreya

Chand Pal Ke Hamsafar Lyrics

Song Title = Chand Pal Ke Hamsafar
Movie/Album = Mod (2011)
Singer = Shankar Mahadevan, Shreya Ghoshal
Music Director = Tapas Relia
Lyricist = Mir Ali Husain

Mp3 Song Lyrics

((Aaddhi adhoori
Yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi
Bezubaan thi
Yeh pyaas dil ki
Bujhi kahan thi
Yeh pyaas dil ki
Bujhi kahan thi

Chand pal ke hamsafar
Kuch aur saath chalte
Do kadam hi sahi
Kuch aur saath chalte
Chand pal ke.. hamsafar
Kuch aur..saath chalte

Chand pal ke hamsafar
Kuch aur saath chalte
Do kadam hi sahi
Kuch aur saath chalte
Chand pal ke.. hamsafar
Kuch aur..saath chalte

Aaddhi adhoori
Yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi
[Abhi tamanna..bhi]
Bezubaan thi
[Bezubaan thi..]

Hai tarasti yeh nigaahein
Dil bharta hai aahein
nahi koi chahat jo
Laut aaye
Jo laut aaye..
Tu kaid mein hai apni
Main bhi bandhi hoon
Tute huye insaan pe aakhir
Itna sitam kyun

Hak tha mera jin par wahi
Ho..hak tha mera jin par wahi
Khushiyaan bhi mujhe na mili

Chand pal ke hamsafar
Kuch aur saath chalte
Do kadam hi sahi
Kuch aur saath chalte
Chand pal ke.. hamsafar
Kuch aur..saath chalte

Aaddhi adhoori
Yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi
Bezubaan thi
Ho..ho..ho..ho..

Khushboo tere sansoon ki
Faili yahan hai..
Jahan chaloon
Tera saya hai humdum
Par tu kahan hai
Manzil toh thi
Bus do kadam
Haan..haan..
Manzil toh thi
Bus do kadam
Woh mod gaya hai kyun

Chand pal ke hamsafar
Kuch aur saath chalte
Do kadam hi sahi
Kuch aur saath chalte
Chand pal ke.. hamsafar
Kuch aur..saath chalte

Aaddhi adhoori
Yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi
[Abhi tamanna..]
Bezubaan thi
[Bezubaan thi..]))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chand Pal Ke Hamsafar

Chand Pal Ke Hamsafar is a song from Mod 2011. It is sung by Shankar Mahadevan, Shreya. Lyrics are credited to Mir Ali Husain. Music information: Tapas Relia. Read the lyrics above and view the Mod 2011 album song list for more songs and album details.