Chand Nikla Bhi Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Bhai Bahen 1969 album cover

Bhai Bahen 1969 Album Details

A. Bhimsingh
Jaikishan, Shankar
Shamsul Huda Bihari
Ashok Kumar, Sunil Dutt, Nutan

album songs
Chand Nikla Bhi Nahin
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Chand Nikla Bhi Nahin Lyrics

Song Title = Chand Nikla Bhi Nahi Aur
Movie/album = Bhai Bahen (1969)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = A. Bhimsingh
Music Label = Saregama
Release on = 31st December, 1969

Mp3 Song Lyrics

((Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane
Mai gira mai gira haye koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane

Aaj yaha kal jaane kaha chand bada harjaayi
Fir bhi pagale panchi ne chand se preet lagayi hai
Haye chand se preet lagayi hai
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane
Mai gira mai gira haye koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane

Tum jo bano ek samma mai parvana ban jaau
Ek ishara tum kar do mai diwana ban jaau
Mai diwana ban jaau
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane
Mai gira mai gira haye koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane

Bahalao yu na sanam pyar ki juthi kasamo se
Hum anjane log sahi vakif hai in rasamo se
Haye vaakif hai in rasamo se
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane
Mai gira mai gira haye koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane

Mai gira mai gira haye koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi aur chandani hai samane...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chand Nikla Bhi Nahin

Chand Nikla Bhi Nahin is a song from Bhai Bahen 1969. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Bhai Bahen 1969 album song list for more songs and album details.