Chand Kya Hai Roop Lyrics, Singer & Song Details

Dhamkee 1973 album cover

Dhamkee 1973 Album Details

Kalpataru
Ganesh
Verma Malik
Vinod Khanna, Kumkum, Mehmood Jr.

album songs
Chand Kya Hai Roop
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Chand Kya Hai Roop Lyrics

Song Lyrics Title = Chand Kya Hai Roop
Song Lyrics Movie = Dhamkee (1973)
Singers = Asha Bhonsle and Kishore Kumar
Song Lyricists = Verma Malik
Music Composer = Ganesh
Director = Kalpataru
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((haan chaand kya hai
roop ka darpan
arre roop kya hai
preet ka aangan
preet kya hai
dil ki dhadkan
aaha aaha..

chaand kya hai
roop ka darpan
arre roop kya hai
preet ka aangan
preet kya hai
dil ki dhadkan

jab se tum sang preet lagayi
jab se tum sang preet lagayi
hum ko ik pal neend na aayi
rani ho rani..

ho meri nas nas mein angdayi
doon main saari raat duhayi
raja o raja..

kaho na raat ki saari kahani
raat kya hai
neend ki chilman
neend kya hai
hosh ki dushman
hosh kya hai
deewanapan
aaha..

chaand kya hai
roop ka darpan
arre roop kya hai
preet ka aangan
preet kya hai
dil ki dhadkan

raat ko apna chaand pyara
ho raat ko apna chaand pyara
mujh ko pyara
pyar tumhara
raja ho raja..

sagar ki hai
jaan kinaara
meri jaan hai
pyaar tumhara
rani ho rani..

aji hum jaante hain
tum bataao

jaan kya hai
saans ka bandhan
arre saans kya hai
aas ka jeevan
aas kya hai
chaand si dulhan
aaha..

chaand kya hai
roop ka darpan
arre roop kya hai
preet ka aangan
preet kya hai
dil ki dhadkan

phir chaand kya
arre roop kya
arre preet kya
arre dhadkan kya
aa..aa..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Chand Kya Hai Roop

Chand Kya Hai Roop is a song from Dhamkee 1973. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Dhamkee 1973 album song list for more songs and album details.