Chand Ke Paas Jo Sitara Lyrics, Singer & Song Details

Sweekar Kiya Maine 1983 album cover

Sweekar Kiya Maine 1983 Album Details

Zaheer D. Lari
Usha Khanna
Nida Fazli
Vinod Mehra, Shabana Azmi, Prema Narayan

album songs
Chand Ke Paas Jo Sitara
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Chand Ke Paas Jo Sitara Lyrics

Song Title = Chand Ke Paas Jo Sitara
Movie/album = Sweekar Kiya Maine (1983)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Nida Fazli
Music Director = Usha Khanna
Director = Zaheer D. Lari

Mp3 Song Lyrics

((chand ke pas jo, chand ke pas jo sitara hai
wo sitara hasin lagta hai
wo sitara hasin lagta hai
jab se tum ho meri nigaho me
jab se tum ho meri nigaho me
har nazara hasin lagta hai
har nazara hasin lagta hai
chand ke pas jo sitara hai

zindagi do dilo ki chahat hai
zindagi do dilo ki chahat hai
zindagi do dilo ki chahat hai
har khushi pyar ki amanat hai
pyar ke pas jo, pyar ke pas jo sahara hai
wo sahara hasin lagta hai
wo sahara hasin lagta hai
chand ke pas jo sitara hai

rat tanhaiyo ki dushman hai
rat tanhaiyo ki dushman hai
rat tanhaiyo ki dushman hai
har safar humsafar se roshan hai
moz ke pas jo, moz ke pas jo kinara hai
wo kinara hasin lagta hai
wo kinara hasin lagta hai
chand ke pas jo sitara hai

aaj ki rat hai murado ki
aaj ki rat hai murado ki
aaj ki rat hai murado ki
roshani hai naye irado ki
shama ke pas jo, shama ke pas jo sharara hai
wo sharara hasin lagta hai
wo sharara hasin lagta hai
chand ke pas jo sitara hai
chand ke pas jo sitara hai
wo sitara hasin lagta hai
wo sitara hasin lagta hai
chand ke pas jo sitara hai.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chand Ke Paas Jo Sitara

Chand Ke Paas Jo Sitara is a song from Sweekar Kiya Maine 1983. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Nida Fazli. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Sweekar Kiya Maine 1983 album song list for more songs and album details.