Chand Gufa Mein Lyrics, Singer & Song Details

Lal Salaam 2002 album cover

Lal Salaam 2002 Album Details

Gaganvihari Borate
Hridaynath Mangeshkar
Gulzar
Nandita Das, Sharad Kapoor, Rajpal Yadav, Makrand Deshpande, Vijay Raaz, Sayaji

album songs
Chand Gufa Mein
Singer : Lata Mangeshkar, Roop Kumar

Chand Gufa Mein Lyrics

Song Title = Chand Gufa Mein
Movie/Album = Lal Salaam (2002)
Singer = Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod,
Ravindra Sathe
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = Hridaynath Mangeshkar
Director = Gaganvihari Borate
Music Label = Universal Music

Mp3 Song Lyrics

((Beeta mausam fir aaya hai
Beeta mausam fir aaya hai
Yaado ki purvayi bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho or tanhayi bhi
Koi jhokha jo gujare aagan se
Chal teri dikhai deti hai
Koi jhokha jo gujare aagan se
Chal teri dikhai deti hai
Sidhiyo se utharti hai shyam ko
Teri payal sunayi deti hai
Sidhiyo se utharti hai shyam ko
Teri payal sunayi deti hai

Bariso ke mahine me aksar
Gile pani ki bochhar aati hai
Bhig jate hai palko ke parde
Teri baato ki jhankar aati hai
Bhig jate hai palko ke parde
Teri baato ki jhankar aati hai
Kaise kaise yaad aate hai
Kaise kaise yaad aate hai
Apne bhi harjayi bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho tanhayi bhi

Kahte hai ki jhil kinare
Kahte hai ki jhil kinare
Kahte hai ki jhil kinare
Ek chand nahane aata hai
Ek chand nahane aata hai
Badali ki tarah pani me khada
Ab kisko rijhane aata hai
Badali ki tarah pani me khada
Ab kisko rijhane aata hai
Kya ab bhi wo sab hota hai
Kya ab bhi wo sab hota hai
Milani bhi or judai bhi
Milani bhi or judai bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho tanhayi bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho tanhayi bhi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chand Gufa Mein

Chand Gufa Mein is a song from Lal Salaam 2002. It is sung by Lata Mangeshkar, Roop Kumar. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Hridaynath Mangeshkar. Read the lyrics above and view the Lal Salaam 2002 album song list for more songs and album details.