Chand Gagan Se Phool Lyrics, Singer & Song Details

Charanon Ki Saugandh 1988 album cover

Charanon Ki Saugandh 1988 Album Details

K. Bapaiah
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Asrani, Mithun Chakraborty, Prem Chopra

album songs
Chand Gagan Se Phool
Singer : Kishore Kumar, Alka Yagnik

Chand Gagan Se Phool Lyrics

Song Title = Chand Gagan Se Phool
Song Lyrics Movie = Charanon Ki Saugandh (1988)
Singer =Kishore Kumar, Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant, Pyarelal
Director = K. Bapaiah
Music Label = Shemaroo

Mp3 Song Lyrics

((chand gagan se phul chaman se
rah nahi sakta dur
yahi hai reet yahi dastur
yahi hai reet yahi dastur
deep se jyoti seep se moti milne par majbur
yahi hai reet yahi dastur
yahi hai reet yahi dastur

jaise kache kanch ke darpan
aise hai ye pyar ke bandhan
jaise kache kanch ke darpan
aise hai ye pyar ke bandhan
tod sake na chod sake na bade bade magrur
yahi hai reet yahi dastur
yahi hai reet yahi dastur

jiwan sathi sath na chhode
jiwan sathi sath na chhode
ek duje ka hath na chhode
ek duje ka hath na chhode
bhul hui to chot lagi to hoga dard jarur
yahi hai reet yahi dastur
yahi hai reet yahi dastur

log kare bhagwan ki pooja
log kare bhagwan ki pooja
pyar hai kya bhagwan hai duja
pyar hai kya bhagwan hai duja
pyar wo pooja ek me duja diye me jaise noor
yahi hai reet yahi dastur
yahi hai reet yahi dastur

chand gagan se phul chaman se
rah nahi sakta dur
yahi hai reet yahi dastur
yahi hai reet yahi dastur
deep se jyoti seep se moti milne par majbur
yahi hai reet yahi dastur
yahi hai reet yahi dastur..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chand Gagan Se Phool

Chand Gagan Se Phool is a song from Charanon Ki Saugandh 1988. It is sung by Kishore Kumar, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Charanon Ki Saugandh 1988 album song list for more songs and album details.