Chamka Subah Ka Tara Title Lyrics, Singer & Song Details

Subah Ka Tara 1952 album cover

Subah Ka Tara 1952 Album Details

Rajaram Vankudre Shantaram
C Ramchandra
Noor Lucknowi
Pradeep Kumar, Rajaram Vankudre Shantaram, Jayshree Gadkar

album songs
Chamka Subah Ka Tara Title
Singer : Talat Mahmood

Chamka Subah Ka Tara Title Lyrics

Song Title = Chamka Subah Ka Tara Titl
Movie/album =Subah Ka Tara (1954)
Singer = Talat Mahmood
Music By = Chitalkar Ramchandra
Lyricist = Noor Lucknavi

Mp3 Song Lyrics

((gayaa a.Ndheraa huaa ujaaraa, chamakaa chamakaa subah kaa taaraa
TuuTe dil kaa ba.Ndhaa shaaraa, chamakaa chamakaa subah kaa taaraa

saa.Ns khushii kii tan me.n aa_ii
aramaano.n ne lii a.nga.Daa_ii
jaag uThii.n ummiide.n saarii
jaag uThii taqadiir hamaarii
kahii.n kisii ne duur pukaaraa
chamakaa chamakaa subah kaa taaraa ...

murajhaayii kalii kyaa phir se khilegii
khoyii huii kyaa raahat milegii
kahii.n ye taaraa TuuT na jaaye
subah kaa saathii chhuuT na jaaye
aa.Nkho.n me.n rah jaaye nazaaraa
chamakaa chamakaa subah kaa taaraa ...

gayii udaasii raunak chhaayii
roshanii ab jiivan me.n aayii
ha.Nsii khushii kaa chhe.Do taraanaa
naach uThe man jhuume zamaanaa
samaa suhaanaa pyaaraa pyaaraa
chamakaa chamakaa subah kaa taaraa ..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chamka Subah Ka Tara Title

Chamka Subah Ka Tara Title is a song from Subah Ka Tara 1952. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Noor Lucknowi. Music information: C Ramchandra. Read the lyrics above and view the Subah Ka Tara 1952 album song list for more songs and album details.