Chaman Mein Reh Ke Virana Lyrics, Singer & Song Details

Deedar 1951 album cover

Deedar 1951 Album Details

Nitin Bose
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Nargis, Ashok Kumar, Dilip Kumar

album songs
Chaman Mein Reh Ke Virana
Singer : Shamshad Begum

Chaman Mein Reh Ke Virana Lyrics

Song Lyrics Title = Chaman Mein Reh Ke Virana
Song Lyrics Movie = Deedar 1951
Singer = Shamshad Begum
Music Director(s) = Naushad
Lyricist(s) = Shakeel Badayuni

Mp3 Song Lyrics

((chaman mein reh ke veerana mera dil hota jata hai

chaman mein reh ke veerana mera dil hota jata hai
khushi mein aaj kal kuch gam bhi shaamil hota jata hai
chaman mein reh ke veerana ...

(na jaane kyon badalti ja rahi hai zindagi meri
na jaane zindagi meri) - 2
main dil se bekhabar dil mujh se gaafil hota jaata hai
chaman mein reh ke veerana ...

(ye uljhan aur ye bechaini ye dhadkan aur ye betaabi
ye dhadkan aur ye betaabi) - 2
mera dil jaane kin teeron se ghayal hota jaata hai
chaman mein reh ke veerana ...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chaman Mein Reh Ke Virana

Chaman Mein Reh Ke Virana is a song from Deedar 1951. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Deedar 1951 album song list for more songs and album details.