Chalti Nahin Insaan Ki Lyrics, Singer & Song Details

Haathon Ki Lakeeren 1986 album cover

Haathon Ki Lakeeren 1986 Album Details

Chetan Anand
Pyare Mohan
Hasan Kamaal
Sanjeev Kumar, Zeenat Aman, Jackie Shroff

album songs
Chalti Nahin Insaan Ki
Singer : Mahendra Kapoor, Bela Sulakhe

Chalti Nahin Insaan Ki Lyrics

Song Title = Chalti Nahin Insaan Ki
Song Lyrics Movie = Haathon Ki Lakeeren (1986)
Singer = Mahendra Kapoor, Bela Sulakhe, Alka Yagnik
Lyricist = Hasan Kamaal
Music Director = Pyare Mohan
Film Director = Chetan Anandt

Mp3 Song Lyrics

((chalti nahi insan ki halat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
hatho ki lkiro me,
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

hum log khilone hai koi khel raha hai
hum log khilone hai koi khel raha hai
hai naam kabhi waqt kabhi uska khuda hai
hum chij hai kya uski karamat ke aage
hatho ki lkiro me,
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

khawabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
khawabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
jo jaan se pyare hai bichhd jate hai ek din
takdir ki manjil to hai zazbat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

ek roz hume karke andhero ke hawale
ek roz hume karke andhero ke hawale
kho jate hai jane kaha jivan ke ujale
bas rat hi kafi hai kabhi rat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

bekar hai kamzor hai insa ki dalile
bekar hai kamzor hai insa ki dalile
hukam apna chalati hai ye hatho ki lkire

har bat huyi khatam isi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
hatho ki lkiro me,
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Chalti Nahin Insaan Ki

Chalti Nahin Insaan Ki is a song from Haathon Ki Lakeeren 1986. It is sung by Mahendra Kapoor, Bela Sulakhe. Lyrics are credited to Hasan Kamaal. Music information: Pyare Mohan. Read the lyrics above and view the Haathon Ki Lakeeren 1986 album song list for more songs and album details.