Chalti Hai Pawan Lyrics, Singer & Song Details

Khanjar The Knife 2003 album cover

Khanjar The Knife 2003 Album Details

Chander Sharma
Amar Utpal
Anand Bakshi
Sunil Shetty, Tabu, Mohan Joshi, Anil Nagrath

album songs
Chalti Hai Pawan
Singer : Jayshree B

Chalti Hai Pawan Lyrics

Song Title = Chalti Hai Pawan
Movie/Album = Khanjar - The Knife (2003)
Singer = Jayshree B
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = Amar Utpal
Film Director = Chander Sharma

Mp3 Song Lyrics

((chalti hai pawan jalta hai
badan
chalti hai pawan jalta hai
badan sawan ki akeli raato me
chalti hai pawan jalta hai
badan sawan ki akeli raato me
pani to aag bujhata hai
ye aag lagi barsato me
ye aag lagi barsato me
chalti hai pawan jalta hai
badan sawan ki akeli raato me

is dil me chain tha fursat thi
aankho me nind ke sapne the
is dil me chain tha fursat thi
aankho me nind ke sapne the
ye sare mujhko chod gaye
ye sare ek din apne the
is sal hua ye hal hua
dou pyar bhari mulakato me
dou pyar bhari mulakato me

chalti hai pawan jalta hai
badan sawan ki akeli raato me
pani to aag bujhata hai
ye aag lagi barsato me
ye aag lagi barsato me

meri ankho ka kajal hai
jo badal ban kar barsa hai
meri ankho ka kajal hai
jo badal ban kar barsa hai
tu kya jane ye pyasa dil teri
yad me kitna tarsa hai
tu aata h ai ya mai aau
dil tham ke apne hatho me
dil tham ke apne hatho me
chalti hai pawan jalta hai
badan sawan ki akeli raato me
pani to aag bujhata hai
ye aag lagi barsato me
ye aag lagi barsato me
chalti hai pawan jalta hai
badan sawan ki akeli raato me..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Chalti Hai Pawan

Chalti Hai Pawan is a song from Khanjar The Knife 2003. It is sung by Jayshree B. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Amar Utpal. Read the lyrics above and view the Khanjar The Knife 2003 album song list for more songs and album details.