Chale Dil Ki Duniya Lyrics, Singer & Song Details

Dard 1947 album cover

Dard 1947 Album Details

Abdul Rashid Kardar
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Shyam Kumar, Nusrat, Munawar Sultana

album songs
Chale Dil Ki Duniya
Singer : Suraiya

Chale Dil Ki Duniya Lyrics

Song Title = Chale Dil Ki Duniya
Song Lyrics Movie = Dard 1947
Singer = Suraiya
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Naushad Ali
Director = Abdul Rashid Kardar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((bahaar khatam hui, dil gaya khushi bhi gayi
vo kya gaye ke mohabbat ki zindagi bhi gayi
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

kisi tarah aata nahi chain dil ko
na khaamosh rah ke na fariyaad kar ke
bahut royege unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

are o mere dil ke dushman zamaane
tujhe kya mila mujh ko barbaad kar ke
bahut royege unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

khushi de ke taqdir ne de diya gam
kiya qaid kyon mujh ko aazaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Chale Dil Ki Duniya

Chale Dil Ki Duniya is a song from Dard 1947. It is sung by Suraiya. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Dard 1947 album song list for more songs and album details.