Chale Aao Dil Main Lyrics, Singer & Song Details

Balidaan 1971 album cover

Balidaan 1971 Album Details

Ravi Tandon
Jaikishan, Shankar
Verma Malik
Saira Banu, Bharat Bhushan, Bindu

album songs
Chale Aao Dil Main
Singer : Lata Mangeshkar

Chale Aao Dil Main Lyrics

Song Title = Chale Aao Dil Mein
Movie/album = Balidaan (1971)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = S.A Chandrasekar
Music Label = Polydor

Mp3 Song Lyrics

((Chale aao dil mein bacha ke nazar
Aahista aahista aahista
Chale aao dil mein bacha ke nazar
Aahista aahista aahista
Zamane ko hone na paye khabar
Aahista aahista aahista

Fiza so rahi hai hawa ruk gayi
Nazaro ki dekhop nazar jhuk gayi
Fiza so rahi hai hawa ruk gayi
Nazaro ki dekhop nazar jhuk gayi
Mohabbat ka hone laga hai asar
Aahista aahista aahista
Chale aao dil mein bacha ke nazar
Aahista aahista aahista

Yeh taqdeer meri kaha mil gayi
Ke khamoshiyo ko juba mil gayi
Yeh taqdeer meri kaha mil gayi
Ke khamoshiyo ko juba mil gayi
Khichi ja rahu main jaane kidhar
Aahista aahista aahista
Chale aao dil mein bacha ke nazar
Aahista aahista aahista

Tere asare ab mera karwa
Nahi janti is ki manzil kaha
Tere asare ab mera karwa
Nahi janti is ki manzil kaha
Suru ho raha hai yeh pehla safar
Aahista aahista aahista.))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Chale Aao Dil Main Video

About Chale Aao Dil Main

Chale Aao Dil Main is a song from Balidaan 1971. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Balidaan 1971 album song list for more songs and album details.